SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुजरिम-ए-शोख़ी-ए-गुफ़्तार"
Ghazal MATCHES FOR "मुजरिम-ए-शोख़ी-ए-गुफ़्तार"
Ghazal
dil gayaa shoKHii-e-guftaar kahaa.n se laa.uu.n
ab vo pairaaya-e-iz.haar kahaa.n se laa.uu.n
Bazm Ansari
Ghazal
baaqii hai vahii shoKHi-e-guftaar abhii tak
diivaane pahu.nchte hai.n sar-e-daar abhii tak
Aarif Naqshbandi
Ghazal
arz-e-naaz-e-shoKHi-e-dandaa.n baraa.e-KHanda hai
daavaa-e-jam'iyyat-e-ahbaab jaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kaun kahtaa hai ki ye shoKHii-e-bedaad nahii.n
tum ne milne ko kahaa bhii thaa kahii.n yaad nahii.n
Bismil Dehlavi
Ghazal
ye silsila-e-shoKHii-e-jaanaana nayaa hai
irshaad hu.aa hai ki ye diivaana nayaa hai
Johar Siddiqi
Ghazal
ik ashk sar-e-shoKHii-e-ruKHsaar me.n gum hai
aa.iina bhii us husn ke asraar me.n gum hai
Ameen Adirai
Ghazal
shoKHii-e-dard-e-dil-e-zaar gul-e-naGma hai
us kaa har lahja-e-guftaar gul-e-naGma hai
Nirmal Nadeem
Ghazal
aaj kyuu.n pand-gar-e-vaqt kii taqriiro.n me.n
lazzat-e-shoKHii-e-guftaar nahii.n diivaano
Manzar Ayubi
Ghazal
shoKHii-e-garmii-e-raftaar dikhaate na chalo
fitna-e-hashr ko siimaab bataate na chalo
Tanvir Dehlvi
Ghazal
chhuu ke aa.ii hai sabaa aaj zaruur un ke qadam
varna ye shoKHii-e-raftaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hai pesh-e-nazar shoKHi-e-tahriir kisii kii
kaaGaz pe utar aa.ii hai tasviir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
chupke chupke mujh ko rote dekh paataa hai agar
ha.ns ke kartaa hai bayaan-e-shoKHii-e-guftaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
fazaa me.n der talak KHuub jagmagaate 'shumaar'
vo lafz shoKHi-e-guftaar se nikalte hu.e
Akhtar Shumar
Ghazal
kyaa tirii shoKHii-e-guftaar kii tashriih karuu.n
kitnii shiiriinii hai aur kaisaa namak hai saaqii
Ehsas Muradabadi
Ghazal
tarz-e-suKHan na shoKHii-e-guftaar dekhnaa
insaaniyat kaa kaun hai Gam-KHvaar dekhnaa
Raees Warsi
Ghazal
vo shoKHii-e-guftaar kaa muujid bhii sunaa hai
aaya hai tirii bazm me.n goyaa.ii sameTe
Shahnawaz Ahmad
Ghazal
hotaa hai us kii shoKHi-e-guftaar par gumaa.n
lahba.D nahii.n hai ye ko.ii To.iyaa.n hai Gaaliban
Shauq Bahraichi
Ghazal
sunte hii naGmo.n kii ik lahr rago.n me.n dau.De
mai.n tirii shoKHii-e-guftaar kahaa.n se laa.uu.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
ik tarfa tamaashaa hai mujhe shoKHi-e-guftaar
aashuftagi-e-'miir' bhii sahne kii nahii.n hai
Kabir Ajmal
Ghazal
ab shoKHii-e-guftaar aziizo.n me.n nahii.n hai
milte hai.n sar-e-raah magar bolte kam hai.n