SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुत्तफ़िक़"
Ghazal MATCHES FOR "मुत्तफ़िक़"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
ruu-e-suKHan hai kiidhar ahl-e-jahaa.n kaa yaa rab
sab muttafiq hai.n is par har ek kaa KHudaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
mohtasib aur ham hai.n dono.n muttafiq is baab me.n
barmalaa jo mai-kashii ho be-riyaa ho jaa.egii
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
jo vo nahii.n thaa to mai.n muttafiq thaa logo.n se
vo mere saamne aayaa to iKHtilaaf kiyaa
Zeeshan Sahil
Ghazal
jahaa.n the muttafiq sab apne begaane Dubone ko
usii saahil pe aaj apnii anaa kii siipiyaa.n role.n
Khalid Sharif
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
do jahaa.n hashr ke din hove.nge baaham maujuud
muttafiq ho.nge idhar vaale udhar vaalo.n se
Haidar Ali Aatish
Ghazal
the muttafiq to baat se merii sabhii magar
sheva miraa KHayaal banaayaa na jaa.egaa
Asra Rizvi
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
tumhaarii baat se sab muttafiq ho.n naa-mumkin
har ek shaKHs kaa apnaa KHayaal hotaa hai
Asar Faridi
Ghazal
muttafiq vo mire jazbaat se kaise hogaa
jo tilismaat-e-shab-o-shab ko duniyaa rakhe
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
muttafiq kis tarah hotaa mai.n tirii baato.n se
na daliile.n thii.n na.ii aur na havaale na.e the