SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुर्दा-परस्त"
Ghazal MATCHES FOR "मुर्दा-परस्त"
Ghazal
ulTii thii mat zamaana-e-murda-parast kii
mai.n ek hoshyaar ki zinda hii ga.D gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
marne ke baa'd azmat o shohrat se faa.eda
lekin jahaa.n tamaam hii murda-parast thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
do chaar saal aur hai naa-qadrii-e-suKHan
murda-parast shahr kaa fankaar mai.n bhii huu.n
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
ai ham-safar ye raah-barii kaa gumaan chho.D
kis ne kahaa hai tujh se qadam ke nishaan chho.D
Zafar Sahbai
Ghazal
zinda hai.n murda-parasto.n me.n abhii tak 'Gaalib'
magar ustaad 'yagaanaa' saa ab ustaad nahii.n
Yagana Changezi
Ghazal
ye jahaa.n murda-parasto.n kaa jahaa.n hai yaaro
ham na ho.nge to hame.n yaad kiyaa jaa.egaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
ye qaum murda-parastii ke fan me.n maahir hai
ye mujh ko ro.egii kal aaj is ko ro luu.n mai.n
Khalid Alig
Ghazal
Nasir Zaidi
Ghazal
baalaa-e-farsh gar na tah-e-aasmaa.n rahe
ye aadmii bataa.o ki jaa kar kahaa.n rahe
Kashish Sandelvi
Ghazal
murdo.n kii zindagii ke liye kyaa du.aa kare.n
is past aagahii ke liye kyaa du.aa kare.n
Om Prakash Meghwanshi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
dilo.n me.n mid.hat-e-rahmaan ham bhii rakhte hai.n
vaqaar-e-azmat-e-qur.aan ham bhii rakhte hai.n
Yas Chandpuri
Ghazal
martaba yaa.n past kaa baalaa pas-e-murdan hu.aa
sang-e-paa aaKHir miraa sa.ng-e-sar-e-madfan hu.aa
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
mere siine par vo sar rakkhe hu.e sotaa rahaa
jaane kyaa thii baat mai.n jaagaa kiyaa rotaa rahaa
Bashir Badr
Ghazal
raaz-e-nihaa.n zabaan-e-aGyaar tak na pahu.nchaa
kyaa ek bhii hamaaraa KHat yaar tak na pahu.nchaa
Momin Khan Momin
Ghazal
aa.iine ke aks se gul saa badan mailaa hu.aa
sub.h ke partav se ra.ng-e-yaasman mailaa hu.aa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
maza gunaah kaa jab thaa ki baa-vazuu karte
buto.n ko sajda bhii karte to qibla-ruu karte