SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुस्तहिक़"
Ghazal MATCHES FOR "मुस्तहिक़"
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
mustahiq huu.n to kisii aur se tasdiiq bhii kar
mujh ko mat denaa agar meraa dilaasa na bane
Danish Naqwi
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
buzdil thaa mustahiq thaa mai.n mujh ko sazaa milii
baKHshaa na us ne haath uThaane ke baavajuud
Nawaz Deobandi
Ghazal
haa.n nibhaa.e hai.n mohabbat ke faraa.ez mai.n ne
mustahiq bhii huu.n magar ko.ii bhii in.aam na de
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
unhe.n dikhaa.ii nahii.n detaa mustahiq ko.ii
jo kaa.enaat kii daulat dabaa ke baiThe hai.n
Sharar Naqwi
Ghazal
Maikash Nag Puri
Ghazal
biimaar-e-mohabbat thaa sivaa apne na ko.ii
ik mustahiq-e-sharbat-e-diidaar hamii.n the
Haidar Ali Aatish
Ghazal
phuul saare hii chaman ke daad ke hai.n mustahiq
ishq aaKHir kyo.n faqat ik baar honaa chaahiye
Vineet Aashna
Ghazal
chaltaa rahe jo aabla-paa.ii ke baavajuud
manzil kaa mustahiq vahii sahraa-navard hai
Murtaza Barlas
Ghazal
jo mustahiq ho hamaare dil kaa qariib aa.e
qazaa se pahle badan kaa sadqa nikaalnaa hai
Saleem Siddiqui
Ghazal
mustahiq vo lazzat-e-Gam kaa nahii.n
jis ne KHud apnaa lahuu chakkhaa nahii.n
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
sitam ye dekh ki KHud mo'tabar nahii.n vo nigaah
ki jis nigaah me.n ham mustahiq sazaa ke hai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
jo saath chalne ke bhii mustahiq na the 'baasir'
kuchh aise log yahaa.n miir-e-kaarvaa.n bhii rahe
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Habeeb Saifi
Ghazal
is ke bhii mustahiq nahii.n aGyaar naa-ba-kaar
gaalii bhii aap de.n to vo durr-e-KHushaab hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
naKHvat hai jis ke kaasa-e-sar me.n bharii hu.i
kab mustahiq hai mahfil rindaa.n me.n jaam kaa
Ismail Merathi
Ghazal
aashiq-e-gesuu-o-qad tere gunahgaar hai.n sab
mustahiq daar ke phaa.nsii ke sazaa-vaar hai.n sab