SEARCH RESULTS
Showing search results for "मैदान-ए-विग़ा"
Ghazal MATCHES FOR "मैदान-ए-विग़ा"
Ghazal
ham se KHud-sar suu-e-maidaan-e-viGaa jaate hu.e
ye nahii.n sochte hai.n kaun kahaa.n chho.Dtaa hai
Safar Naqvi
Ghazal
ham siina-sipar aa ga.e maidaan-e-viGaa me.n
ab kyuu.n saf-e-aadaa se nikaltaa nahii.n ko.ii
Mohsin Zaidi
Ghazal
'qudsii' to akelaa nahii.n maidaan-e-suKHan me.n
har kuucha-o-baazaar me.n fan-kaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
mimbar se bahut fasl hai maidaan-e-amal kaa
taqriir ke mard aur hai.n mardaan-e-viGaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
mimbar se bahut fasl hai maidaan-e-amal kaa
taqdiir ke mard aur hai.n mardaan-e-viGaa aur
Najm Aafandi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Zeeshaan sajid
Ghazal
kuchh chalii to tere aashiq se hii talvaar chalii
jab hu.ii ja.ng bapaa mard-e-viGaa mai.n hii hu.aa
Syed Kashif Raza
Ghazal
aasaa.n nahii.n hai 'jauhar' kuchh fann-e-sher-go.ii
hotaa hai KHuun paanii maidaan-e-ilm-o-fan me.n
Jauhar Deobandi
Ghazal
hamaare dasht ke zarro.n me.n gum hai pahnaa.ii
inhii me.n dhuu.nDiye maidaan-e-aabla-paa.ii
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n aa.e vo qaum kyaa
jis kaa javaan aa.iina-KHaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
KHvaabo.n ke darmiyaan hai muddat se ek ja.ng
maidaan-e-kaar-zaar na lashkar dikhaa.ii de
Mohsin Zaidi
Ghazal
dushman ke tan pe gaa.D diyaa mai.n ne apnaa sar
maidaan-e-kaar-zaar kaa paa.nsa palaT gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
hijr me.n chaTke jo Gunche hu.ii aavaaz tufa.ng
sehn-e-gulzaar hai maidaan-e-saf-aaraa.ii kaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
har ek samt havaa ke aziim lashkar the
aur ik charaaG hii maidaan-e-kaar-zaar me.n thaa