SEARCH RESULTS
Showing search results for "मैदान-ए-हंगामा-ए-ख़ौफ़"
Ghazal MATCHES FOR "मैदान-ए-हंगामा-ए-ख़ौफ़"
Ghazal
ab ye ha.ngaama-e-duniyaa nahii.n dekhaa jaataa
roz apnaa hii tamaashaa nahii.n dekhaa jaataa
Tariq Naeem
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
ye kyaa hangaamaa-e-kaun-o-makaa.n hai
mai.n kyaa huu.n aur nazar merii kahaa.n hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
'qudsii' to akelaa nahii.n maidaan-e-suKHan me.n
har kuucha-o-baazaar me.n fan-kaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
phirte ho saik.Do.n nadiido.n me.n
tum ko KHauf-e-nazar guzar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ruu-posh nigaaho.n se hai hangaama-e-fardaa
aa.iina-e-idraak pe bhii gard jamii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
tuu kamsin aur ye hangaama-haa-e-shahr-e-ishq
KHudaa kare ki tujhe raas aa.e shahr-e-ishq
Ismail Raaz
Ghazal
mire hariif ne maidaan-e-jang chho.D diyaa
zaraa sii choT pe lohe ne zang chho.D diyaa
Shakeel Azmi
Ghazal
dil khol ke jii chaahtaa hai KHaak u.Daa.uu.n
phirne ko milaa hai mujhe maidaan-e-bayaabaa.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ye sukuut-e-shaam ye ha.ngaama-e-zehn-e-bashar
ruuh hai bedaar lekin jism thak kar so gayaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
pal jhapakne tak hai ye hangaama-e-vaaraftagii
jab nazar se duur hoge bhuulte jaa.e.nge log
Kishwar Naheed
Ghazal
KHizaa.n hai haasil-e-ha.ngaama-e-bahaar 'KHizaa.n'
bahaar phuultii hai kaa.enaat phaltii hai
Mahboob Khizan
Ghazal
hai jis ke dam se ye hangaama-e-ishq
vahii har dam rahaa har dam rahegaa
Khushi Mohammad Naazir
Ghazal
ye ruu-e-daraKHshaa.n ye zulfo.n ke saa.e
ye ha.ngaama-e-sub.h-o-shaam allaah allaah