SEARCH RESULTS
Showing search results for "मै-ख़ाना-ए-जिगर"
Ghazal MATCHES FOR "मै-ख़ाना-ए-जिगर"
Ghazal
mai-KHaana-e-jigar me.n yahaa.n KHaak bhii nahii.n
KHamyaaza khii.nche hai but-e-be-daad-fan hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
aag ho to use paanii se bujhaa bhii luu.n 'jigar'
ye lagii dil kii hai mai.n us ko bujhaa.uu.n kaise
Jigar Jalandhari
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
buzurg ban ke mai.n baiThuu.n ye ho nahii.n saktaa
ko.ii ba.Daa mujhe samjhe 'jigar' KHudaa na kare
Jigar Barelvi
Ghazal
aa.ina un ko dikhaa kar ye kahaa mai.n ne 'jigar'
ab na kahnaa ki hai kyo.n husn kaa hairaa.n ko.ii
Jigar Gorakhpuri
Ghazal
ek dil hai aur tuufaan-e-havaadis ai 'jigar'
ek shiisha hai ki har patthar se Takraataa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
zarra zarra saaGar-e-mai-KHaana-e-nai-ra.ng hai
gardish-e-majnuu.n ba-chashmak-haa-e-lailaa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
meraa kamaal-e-sher bas itnaa hai ai 'jigar'
vo mujh pe chhaa ga.e mai.n zamaane pe chhaa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
jaa.uu.n kahaa.n mai.n KHaana-e-tanhaa.ii se ki hai.n
ghere hu.e mujhe dar-o-diivaar har taraf
Salim Saleem
Ghazal
ra.ngii.n banaa ke daaman-e-zaKHm-e-jigar ko mai.n
gulzaar kar rahaa huu.n fazaa-e-nazar ko mai.n
Anwar Saharanpuri
Ghazal
mai.n huu.n vo aa.nkh jise KHuun-e-jigar le Duube
mai.n vo naala huu.n jise us kaa asar le Duube
Raheel Farooq
Ghazal
Anjum Saleemi
Ghazal
jaa-ba-jaa chaahne vaalo.n kaa jo majma.a dekhaa
kuucha-e-yaar ko samjhaa mai.n jilau-KHaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
o chashm-e-kaif-parvar mai-KHaana-e-mohabbat
labrez-e-ranj-o-Gam hai paimaana-e-mohabbat