SEARCH RESULTS
Showing search results for "मौजूद-ओ-मयस्सर"
Ghazal MATCHES FOR "मौजूद-ओ-मयस्सर"
Ghazal
kyaa KHaak mirii KHaak me.n imkaan ho paidaa
naapaid hai.n maujuud-o-mayassar mire aage
Kashif Husain Ghair
Ghazal
aafaaq me.n phaile hu.e manzar se nikal kar
chaahaa tujhe maujuud-o-mayassar se nikal kar
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
din raat ke dekhe hu.e manzar se alag hai
ye lamha to maujuud o mayassar se alag hai
Mubeen Mirza
Ghazal
bahs maujuud-o-mayassar me.n na shaamil rakhiye
ik Ganiimat hii samajhiye mirii kam-yaabii ko
Osaama ameer
Ghazal
pahnaa.e-bar-o-bahr ke mahshar se nikal kar
dekhuu.n kabhii maujuud o mayassar se nikal kar
Sarvat Husain
Ghazal
lauh-e-imkaan pe hastii kaa bharam khultaa hai
jaane kab uqda-e-maujuud-o-adam khultaa hai
Mohammad Mukhtar Ali
Ghazal
kashtii kii tarah umr KHizar-giir hai 'aazar'
hastii ke hai.n maujuud-o-adam dono.n kinaare
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
ham aise log jo aa.inda o guzishta hai.n
hamaare ahd ko maujuud se tahii kiyaa jaa.e
Hammad Niyazi
Ghazal
ik kamii merii tag-o-dau me.n kahii.n maujuud hai
ho nahii.n paa.ii abhii tak ko.ii shai kaamil mirii
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
ku.aa.n maujuud hai jal bhii mayassar
vo mere ghar se kyuu.n tishna gayaa hai
Jagdeesh Raj Figar
Ghazal
ilm-o-fan me.n tiraa saanii ko.ii maujuud nahii.n
naaz kis par kare.n ab ahl-e-vatan tere baad
Chandra Parkash Jauhar Bijnauri
Ghazal
Anwar-ul-Haq Ahmar Lucknowi
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
vo pashiimaan-e-sitam ho ye zaruurii to nahii.n
mere Gam kaa use Gam ho ye zaruurii to nahii.n