SEARCH RESULTS
Showing search results for "रास्तों"
Ghazal MATCHES FOR "रास्तों"
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
mujh se gurez-paa hai to har raasta badal
mai.n sa.ng-e-raah huu.n to sabhii raasto.n me.n huu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
is jaziire par azal se KHaak u.Dtii hai havaa
manzilo.n ke bhed phir bhii raasto.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
ye kaun phir se unhii.n raasto.n me.n chho.D gayaa
abhii abhii to azaab-e-safar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
raasto.n kaa ilm thaa ham ko na samto.n kii KHabar
shahr-e-naa-maaluum kii chaahat magar karte rahe
Parveen Shakir
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
be-nuur ho chukii hai bahut shahr kii fazaa
taariik raasto.n me.n kahii.n kho na jaa.e.n ham
Habib Jalib
Ghazal
mai.n hii thaa manzilo.n pe pa.Daa haa.nptaa
raasto.n me.n Thahartaa hu.aa mai.n hii thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
ajab safar thaa ki ham raasto.n se kaTte ga.e
phir is ke baa'd hame.n laapata bhii honaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
be-samt manzilo.n ne bulaayaa hai phir hame.n
sannaaTe phir bichhaane lagii raasto.n me.n raat
Shahryar
Ghazal
logo.n ne KHud hii kaaT diye raasto.n ke pe.D
'aKHtar' badaltii rut me.n ye haasil nazar kaa thaa