SEARCH RESULTS
Showing search results for "राहत-ओ-आराम"
Ghazal MATCHES FOR "राहत-ओ-आराम"
Ghazal
ik pal bhii kahii.n raahat-o-aaraam nahii.n hai
ye ishq kaa aaGaaz hai anjaam nahii.n hai
Gauhar Shaikh Purwi
Ghazal
laakh kiije talab-e-raahat-o-aaraam 'shariif'
kyaa milegaa jo muqaddar me.n nahii.n hai apne
Shareef Ahmad Shareef
Ghazal
tum ne to nahii.n KHair ye farmaa.iye baare
phir kin ne liyaa raahat-o-aaraam hamaaraa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
maqaam-e-raahat-o-aaraam go the dair-o-haram
kisii jagah na dil-e-KHaanumaa.n-KHaraab rahaa
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
Ranj Hyderabadi
Ghazal
ab chain kahaa.n raahat-o-aaraam kahaa.n kaa
jannat me.n jo mamnu.aa shajar dekh liyaa hai
Rasheed Hasrat
Ghazal
niklaa jo dam to raahat-o-aaraam hai 'asiir'
aavaargii hai jism kii ruuh-e-ravaa.n talak
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
dil-e-hazii.n na kahii.n ishq bad-gumaa.n ho jaa.e
talaash raahat-o-aaraam kii nahii.n achchhii
Jigar Barelvi
Ghazal
raahat-o-aaraam kaa is me.n nahii.n ko.ii guzar
ho rahii hai zindagii phir bhii basar kyaa kiijiye
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
huu.n raahat-o-aaraam se imdaad kaa taalib
ab dil se mire baar-e-alam uTh nahii.n saktaa
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
Iliyas Rahat
Ghazal
ham ek duuje se Darte hai.n is liye 'raahat'
rakhaa hai jannat-o-dozaKH ko darmiyaa.n ham ne
Om Krishn Rahat
Ghazal
kisii kii zaat se vaaqif ko.ii nahii.n 'raahat'
agarche sab yahaa.n naam-o-nasab samajhte hai.n
Rahat Hasan
Ghazal
jo log diida-o-dil ko tabaah dekhte hai.n
makiin KHvaab ke aane kii raah dekhte hai.n
Rahat Hasan
Ghazal
sah sah ke zulm ho gayaa iizaa-pasand dil
rakhtaa nahii.n mai.n raahat-o-aaraam se Garaz
Maseehullah Khan Ataa
Ghazal
kisii ko raahat-o-taskiin-e-dil mile jis se
'siraaj' aisii aziyyat hame.n gavaaraa hai