SEARCH RESULTS
Showing search results for "रेशम"
Ghazal MATCHES FOR "रेशम"
Ghazal
terii vafaa kii laash pe laa mai.n hii Daal duu.n
resham kaa ye kafan jo milaa hai raqiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
hariir atlas-o-kamKHvaab pankhu.Dii resham
kisii ke phuul se talvo.n se shaah-maat sabhii
Shahzad Qais
Ghazal
pech itne bhii na do kirmak-e-resham kii tarah
dekhnaa sar hii na dastaar me.n gum ho jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mahak ajab sii ho ga.ii pa.De pa.De sanduuq me.n
ra.ngat phiikii pa.D ga.ii resham ke ruumaal kii
Muneer Niyazi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Paikar Jafari
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
haath uljhe hu.e resham me.n pha.nsaa baiThe hai.n
ab bataa kaun se dhaage ko judaa kis se kare.n
Ayub Khawar
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
resham zulf ke taar bhii baate.n karte hai.n
us ke to ruKHsaar bhii baate.n karte hai.n
Fakhr Abbas
Ghazal
uljhe uljhe resham kii Dor se ba.ndhe rishte
har gha.Dii mohabbat kaa imtihaan rahne do
Azra Naqvi
Ghazal
guzaarnii thii tire hijr kii pahaa.D sii raat
mai.n taar-e-resham-o-zar kaa do-shaala kyaa kartaa