SEARCH RESULTS
Showing search results for "लकड़ी"
Ghazal MATCHES FOR "लकड़ी"
Ghazal
siirat se guftuguu hai kyaa mo'tabar hai suurat
hai ek suukhii lak.Dii jo buu na ho agar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye na ho gar mai.n hiluu.n to girne lage buraada
dukho.n kii diimak badan kii lak.Dii nigal ga.ii ho
Umair Najmi
Ghazal
ai girya na rakh mere tan-e-KHushk ko Garqaab
lak.Dii kii tarah paanii me.n gal jaa.e to achchhaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jis tarah lak.Dii ko khaa jaataa hai ghun
rafta rafta Gam mujhe khaa jaa.egaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
to.D de jo mujhe suukhii hu.ii lak.Dii kii tarah
aise jazbaat kii a.ng.Daa.ii se Dar lagtaa hai
Meraj Ahmad Meraj
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
dil bhii jaltaa ho judaa.ii me.n sharaare kii tarah
giilii lak.Dii kii tarah jaan bhii sulgaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
Aabid Adeeb
Ghazal
Nadir Areez
Ghazal
Sidra Sahar Imran
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
ant samay bas ye hii jhag.Daa rahtaa hai
das man lak.Dii do gaz kap.Daa rahtaa hai
Satya Prakash Soni
Ghazal
Asad Raza Sahar
Ghazal
faqat ye lak.Dii nahii.n hai tumhaarii baisaakhii
shajar ke haath kaTe hai.n ise banaane me.n
Salman Saeed
Ghazal
Danish Aziz
Ghazal
lak.Dii kii talvaar kahaa.n maidaan kahaa.n
shahzaade ne jaan churaanaa siikh liyaa