SEARCH RESULTS
Showing search results for "लागू"
Ghazal MATCHES FOR "लागू"
Ghazal
aa.iin-e-zabaa.n-bandii zindaa.n pe nahii.n laaguu
zanjiir salaamat hai jhankaar salaamat hai
Atif tauqeer
Ghazal
usuul jitne hai.n laaguu hamii.n pe hote hai.n
aur ek yaar-e-tarah-daar par nahii.n chaltaa
Raoof Khair
Ghazal
naaz-o-nigah ravish sabhii laaguu hai.n jaan ke
hai kaun adaa vo terii ki jo jaa.n-sitaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
amal kaa radd-e-amal har amal pe laaguu hai
kisii kaa saath bhii doge to faa.eda hogaa
Yasir Raza Asif
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
laag ho to us ko ham samjhe.n lagaa.o
jab na ho kuchh bhii to dhokaa khaa.e.n kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Kabeer
Ghazal
laag kuchh aag nahii.n thii jo lagaa dii tuu ne
dil ko.ii ghar to nahii.n thaa jo jalaa baiThaa hai
Muztar Khairabadi
Ghazal
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
Jafar Abbas
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
thii laag us kii teG ko ham se sau 'ishq ne
dono.n ko maa'rke me.n gale se milaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai laag kaa mazaa dil-e-be-mudda.aa ke saath
tum kyaa karo kisii ko agar aarzuu na ho
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye KHaak me.n milaa.e to vo ho sitam-shariik
mujh ko zamii.n se laag unhe.n aasmaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
kuchh laag kuchh lagaav mohabbat me.n chaahiye
dono.n tarah kaa rang tabii.at me.n chaahiye