SEARCH RESULTS
Showing search results for "ला-इलाह"
Ghazal MATCHES FOR "ला-इलाह"
Ghazal
ik KHaak-zaada chalne lagaa laa-ilaah kii samt
ya.anii ki gaamzan mai.n hu.aa karbalaa kii samt
Asad Raza Sahar
Ghazal
ilm kaa maujuud aur faqr kaa maujuud aur
ash.hado an laa ilaah ash.hado an laa ilaah
Allama Iqbal
Ghazal
agarche dil se huu.n banda buto.n kaa mai.n lekin
zabaa.n pe kalma-e-tahriim-e-laa-ilaah bhii hai
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kisraa kaa taaq ka.abe ke but mu.nh ke bal gire
shohra sunaa jo ashhado-an-laa-ilaah kaa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
pesh-e-KHudaa chalo to maza jab hai ai 'hafiiz'
na.ara ho lab pe ashhado-an-laa-ilaah kaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ai laa ilaah ke vaaris baaqii nahii.n hai tujh me.n
guftaar-e-dilbaraana kirdaar-e-qaahiraana
Allama Iqbal
Ghazal
galaa to gho.nT diyaa ahl-e-madrasa ne tiraa
kahaa.n se aa.e sadaa laa ilaah il-lallaah
Allama Iqbal
Ghazal
tuu arab ho yaa ajam ho tiraa laa ilaah illaa
luGat-e-Gariib jab tak tiraa dil na de gavaahii
Allama Iqbal
Ghazal
sanam-kada hai jahaa.n aur mard-e-haq hai KHaliil
ye nukta vo hai ki poshiida laa-ilaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
do jaa nahii.n hai jag me.n maujuud juz KHudaa ke
is baat kii shahaadat ik laa-ilaah bas hai
Abdul Wahab yakro
Ghazal
Mehr Zarreen
Ghazal
Abhinandan Pandey
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kahuu.n ba-qaid-e-qasam laa-ilaaha il-lallaah
ki taab-e-hijr bas ab mujh me.n ai ilaah nahii.n