SEARCH RESULTS
Showing search results for "लुत्फ़-ए-रहम"
Ghazal MATCHES FOR "लुत्फ़-ए-रहम"
Ghazal
gunaahgaar kii sun lo to saaf saaf ye hai
ki lutf-e-rahm-o-karam kyaa phir intiqaam ke baad
Aasi Ghazipuri
Ghazal
go 'lutf'-e-KHufta-baKHt ke aa.o na KHvaab me.n
lekin tire KHayaal ko nit dil me.n raah hai
Mirza Ali Lutf
Ghazal
'lutf' ye sher kahaa jis ne ajab shaa.er thaa
jis ke sun.ne se hu.e Tuk.De hazaaro.n dil ke
Mirza Ali Lutf
Ghazal
us KHud-aaraa ke rahaa haath me.n nit aa.iina
Gam se aa.iina-e-dil haa.e na tuu TuuT gayaa
Mirza Ali Lutf
Ghazal
itnaa juuyaa-e-mulaaqaat na hotaa thaa 'lutf'
shakl nibhne kii jo kuchh thii so musaavaat me.n thii
Mirza Ali Lutf
Ghazal
Mirza Ali Lutf
Ghazal
kyaa din the vo bhii 'lutf' ki rahte the misl-e-zulf
kaano.n se us ke ham se pareshaa.n lage hu.e
Mirza Ali Lutf
Ghazal
jab se khii.nchaa 'lutf' ranj-e-furqat-e-yaar-o-dayaar
ab hu.ii maa'luum mehnat gardish-e-ayyaam kii
Mirza Ali Lutf
Ghazal
'lutf' ham us but-e-saffaak ke kuuche se aaj
bach kar is tarah se aa.e hai.n ki jii jaantaa hai
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
'lutf' kis tarah kare fikr-e-visaal-e-jaanaa.n
ek dam kii nahii.n fursat use Gam khaane kii
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
Gair ko dekhe.nge aataa dar-e-jaanaa.n pe jo 'lutf'
us galii se bhii to chal de.nge jo vahshat aa.ii
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
KHuub hai KHuub u.Daa ai shab-e-furqat ke maze
lutf har-haal me.n dete hai.n mohabbat ke maze
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
'lutf' se kis lutf se kahte hai.n saare aqrabaa
kushta-e-naaz-e-butaa.n mard-e-KHudaa kyuu.nkar hu.aa
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
dil-e-muztar ko tum ifshaa kii malaamat na karo
dil rahaa ho to sahii hosh-rubaa ho ki na ho
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
tanhaa jiye to KHaak jiye lutf kyaa liyaa
ai KHizr ye to zindagii me.n zindagii nahii.n