SEARCH RESULTS
Showing search results for "वहशियों"
Ghazal MATCHES FOR "वहशियों"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
phirte hai.n ab bhii dil ko garebaa.n kiye hu.e
jin vahshiyo.n pe hai.n tire ehsaa.n kiye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
insaan vahshiyo.n kii tarah hai.n ki aaj tak
mafhuum zindagii kaa ubhaaraa nahii.n gayaa
Tahira Jabeen Tara
Ghazal
KHaufnaak aavaaze.n vahshiyo.n ke ha.ngaame
raunaq-e-bayaabaa.n hai.n raat ke a.ndhere me.n
Mahfuzur Rahman Adil
Ghazal
vahshiyo.n ke vaaste qaid-e-libaas achchhii nahii.n
zeb detaa hai yahii tashriif-e-uryaanii mujhe
Yagana Changezi
Ghazal
arsa-e-qaid-e-hayaat ab vahshiyo.n par ta.ng hai
chaar diivaar-e-anaasir mil ke zindaa.n ho ga.ii.n
Yagana Changezi
Ghazal
dekho to apne vahshiyo.n kii jaama-zebiiyaa.n
allaah re husn pairahan-e-taar-taar kaa
Yagana Changezi
Ghazal
hu.aa jahaa.n bhii tire vahshiyo.n kaa daaman chaak
vahii.n bahaar kaa ehsaan TuuT jaataa hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
bahut fareb se ham vahshiyo.n ko vahshat hai
hamaare dasht me.n 'naasiKH' kahii.n saraab nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
tere diivaano.n ke jis dasht se uTThe bistar
vahshiyo.n se na hu.aa phir vo bayaabaa.n aabaad
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
kuchh vahshiyo.n pe rang bahaaro.n se the 'aliim'
kuchh ehtimaam tauq-o-salaasil se aa.e hai.n
Aleem Usmani
Ghazal
ham vahshiyo.n se hosh kii baate.n fuzuul hai.n
paivand kyaa lagaa.e.n dariida-qabaa ke saath
Saghar Mehdi
Ghazal
tirii nigaah-e-talattuf ne faiz aam kiyaa
KHirad ke shahr ke sab vahshiyo.n kuu.n raam kiyaa