SEARCH RESULTS
Showing search results for "शरीअत"
Ghazal MATCHES FOR "शरीअत"
Ghazal
dil kuchh subuut-e-hifz-e-sharii.at na de sakaa
saaqii ke lutf-e-KHaas pe itraa ke pii gayaa
Ehsan Danish
Ghazal
ham ne dekhaa hai jo us but me.n nahii.n kah sakte
ki mubaadaa kahii.n sun paa.e.n sharii'at vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ahl-e-alfaaz sharii.at pe miTe jaate hai.n
kis ko samjhaa.uu.n mashiyyat ke ishaaraat ai 'josh'
Josh Malihabadi
Ghazal
idhar se mudda.ii guzre.nge iiqaan-e-sharii.at ke
nazar aa jaa.e shaayad ko.ii insaa.n dekhte rahnaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
aur sharii.at kii puuchhtaa hai tuu yaar
vahdahuu laa-shariik yaktaa hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
mohabbat Gazal hai ibaadat Gazal hai
Gazal ma.arifat hai sharii.at Gazal hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
Syeda Farhat
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Sabahat Urooj
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
jab bhii hu.aa nafaaz-e-sharii.at kaa tazkira
bastii me.n har taraf se KHudaa bolne lage
Hairat Allahabadi
Ghazal
na ri.nd huu.n na sharii.at se zid mujhe 'taalib'
ko.ii balaa se kare ishtibaah karne de
Talib Baghpati
Ghazal
tum ki tiflaan-e-adab saath lagaa.e hu.e ho
kisii manquul sharii.at se tum aa.o jaa.o
Rafi Raza
Ghazal
ishq aaya to mai.n paaband nahii.n rah paayaa
ishq se qabl thaa paaband-e-sharii.at lekin
Kausar Tasniim Supauli
Ghazal
KHudaa kii sharii.at ho naafiz zamii.n par
mai.n insaaniyat kii baqaa chaahtaa huu.n
Urooj Qadri
Ghazal
ye hai kisii ke Gam kii sharii'at kaa ehtimaam
aa.nkhe.n mirii zaruur hai.n aa.nsuu paraa.e hai.n