SEARCH RESULTS
Showing search results for "शहसवार"
Ghazal MATCHES FOR "शहसवार"
Ghazal
jo ho sake to zaraa shah-savaar lauT ke aa.e.n
piyaad-gaa.n ko zafar-yaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
bad-dilii me.n be-qaraarii ko qaraar aayaa to kyaa
paa-piyaada ho ke ko.ii shahsavaar aayaa to kyaa
Jaun Eliya
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
kahii.n to gard u.De yaa kahii.n Gubaar dikhe
kahii.n se aataa hu.aa ko.ii shahsavaar dikhe
Gulzar
Ghazal
manzil yahii.n hai aam ke pe.Do.n kii chhaa.nv me.n
ai shahsavaar gho.De se niiche utar ke dekh
Adil Mansuri
Ghazal
hazaar saahib-e-raKHsh-e-sabaa-mizaaj aa.e
basaa hu.aa hai vahii shah-savaar aa.nkho.n me.n
Parveen Shakir
Ghazal
gadaa-navaaz ko.ii shahsavaar raah me.n hai
buland aaj nihaayat Gubaar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ai shahsavaar-e-husn ye dil hai ye meraa dil
ye terii sar-zamii.n hai qadam naaz se uThaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
ai shahsavaar us ko bhii kar le tuu ab shikaar
ye said-e-dil bhii umr se ummiid-vaar hai
Asifud Daula
Ghazal
vo jo shahsavaar hai teG-zan rah-e-zindagii
mire saath vaqt-e-zavaal me.n nahii.n aa.egaa
Noon Meem Danish
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kis shaan se chalaa hai miraa shahsavaar-e-husn
fitne pukaarte hai.n zaraa haT ke raah se
Jaleel Manikpuri
Ghazal
vasl hai ik shahsavaar-e-husn se shaam-o-sahar
hai inaan-e-ablaq-e-garduu.n hamaare haath me.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
kyaa Dar samaa gayaa ki hamaare hariif ne
tum jaise shahsavaar ko lashkar me.n rakh liyaa
Faheem Jogapuri
Ghazal
kisii tariiq se dil me.n agar Gubaar aayaa
hu.aa yaqiin ye mujh ko vo shah-savaar aayaa