SEARCH RESULTS
Showing search results for "शानों"
Ghazal MATCHES FOR "शानों"
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
mire thake hu.e shaano.n se bojh utar to gayaa
bahut taviil thaa ye din magar guzar to gayaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
diidanii hai mujhe siine se lagaanaa us kaa
apne shaano.n se ko.ii bojh utaare jaise
Irfan Siddiqi
Ghazal
shaano.n ko chhiin chhiin ke phe.nkaa gayaa kahaa.n
aa.iine to.D-pho.D ke Daale kahaa.n ga.e
Kaleem Aajiz
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
rivaayato.n ko kahaa.n tak uThaa.e ghuumoge
ye bojh utaar do 'paashii' tum apne shaano.n se
Kumar Pashi
Ghazal
Krishn Adeeb
Ghazal
phuul se bachcho.n ke shaano.n pe the bhaarii baste
ham ne school ko dushman kii nazar se dekhaa
Asad Badayuni
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
ye sar shaano.n pe ab ik bojh kii suurat hai 'aalii'
sar-e-maqtal sadaa denaa zaruurii ho gayaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
narm shaano.n pe na bikhraav ghanerii zulfe.n
in ghaTaa.o.n se shab-e-taar dahal jaa.egii
Jaleel nizami
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
chaa.ndnii raat me.n shaano.n se Dhalaktii chaadar
jism hai yaa ko.ii shamshiir nikal aa.ii hai