SEARCH RESULTS
Showing search results for "शायान-ए-दरगुज़र"
Ghazal MATCHES FOR "शायान-ए-दरगुज़र"
Ghazal
yuu.n to ko.ii aziiz hai.n aur dost bhii magar
'shaayaan' ye bataa.o ko.ii mo'atabar bhii hai
Shayan Quraishi
Ghazal
kamii pahle hii thii shaayaan ahl-e-zarf kii lekin
nazar se ho rahe hai.n aaj kal ahl-e-nazar Gaa.eb
Shayan Quraishi
Ghazal
Shayan Quraishi
Ghazal
Shayan Quraishi
Ghazal
shaayaan-e-darguzar hai agar iztiraar me.n
jurm-e-daraaz-dasti-e-zauq-e-du.aa hu.aa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
darguzar karne kii 'aadat se milaa hai ye maqaam
phuul barsaane lagaa zahr ugalne vaalaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
marne kii ai dil aur hii tadbiir kar ki mai.n
shaayaan-e-dast-o-baazuu-e-qaatil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam diye duniyaa ne lekin mujh ko pahchaane baGair
ko.ii Gam shaayaan-e-mauj-e-iztiraab-e-dil nahii.n
Azmat Bhopali
Ghazal
ahl-e-jafaa se kahnaa taraashe.n saliib-o-daar
shaayaan-e-sarv-qaamat-e-dil-daar ab ko.ii
Shahid Ishqi
Ghazal
ta.Dap rahe hai.n zabaa.n par ka.ii savaal magar
mire liye ko.ii shaayaan-e-iltimaas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
nazar bhaTaktii rahii aur mai.n rahaa aazaad
nazar jamii to mai.n shaayaan-e-qaid-o-band hu.aa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
kyaa zikr-e-mehr us kii nazar me.n hai dil vo KHvaar
shaayaan-e-jaur-o-zulm dil-aaraa nahii.n rahaa
Abdul Ghafoor Nassakh
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
dard shaayaan-e-shaan-e-dil bhii nahii.n
aur shab-e-hijr mustaqil bhii nahii.n
Zakir Khan Zakir
Ghazal
Anwar Sabri
Ghazal
majbuuriyo.n ko dekh ke ahl-e-niyaaz kii
shaayaan-e-e'tibaar-e-jafaa ho ga.e ho tum