SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाह-ए-वक़्त"
Ghazal MATCHES FOR "शाह-ए-वक़्त"
Ghazal
Aslam Haneef
Ghazal
zamii.n ke Tuk.De kiye aasmaan baa.nTegaa
vo shaah-e-vaqt hai saaraa jahaan baa.nTegaa
Kahkashan Tabassum
Ghazal
taariiKH ne pasand kiyaa bhii kisii sabab
yaa bas ki shaah-e-vaqt thaa auraaq me.n rahaa
Ejaz Gul
Ghazal
zar ke Dher ke ik jaanib kuchh phuul the aur
shaah-e-vaqt se mai.n ne mohabbat maa.ngii thii
Saleem Figar
Ghazal
vo shaah-e-vaqt hai.n jamhuuriyat ke parde me.n
ye tohmate.n hai.n ki baa-iKHtiyaar hai.n ham log
Salman Ghazi
Ghazal
shauq-e-safar to hai dil-e-pur-ishtiyaaq ko
ho jaa.e muzmahil na ye vaqt-e-safar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
mai.n aajiz naa-tavaa.n miskii.n gadaa huu.n
shah-e-hind-ul-valii sarkaar mere
Meeran Shah Jalandhari
Ghazal
munsif-e-vaqt haqiiqat hai haqiiqat hai KHudaa
KHauf laazim hai bahar-taur har ik hal ke liye
Saadullah Shah
Ghazal
Ghulam Qadir Shah
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
mujh ko pahchaan tuu ai vaqt mai.n vo huu.n jo faqat
ek Galatii ke liye arsh-e-barii.n se niklaa
Azlan shah
Ghazal
alam-bardaar-e-amn-o-aashtii hoshyaar ho jaa.e
taqaazaa vaqt kaa ye hai ki duniyaa-daar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
ham fasiil-e-aab-o-gil me.n dar banaane ke liye
vaqt ke tah-KHaane me.n sar piiTte rah jaa.e.nge
Hazrat Shah
Ghazal
aisii lakiir jis pe tiraa naam thaa likhaa
vo miT ga.ii hai vaqt kii ye chaal dekh kar
Aftab Shah
Ghazal
aise hii hukuumat hai aise hii ibaadat hai
ye shaah-e-faqiiraana mohtaaj se afzuu.n hai
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
ham faqiiraana Gazal kahte hai.n ai shaah-e-jahaa.n
KHair ho KHair ho masruuf-e-du.aa hote hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
mai.n huu.n shaah-e-KHaadim par 'aasim' fidaa
ki juu.n juu.n mai.n big.Daa banaayaa mujhe
Shah Aasim
Ghazal
har ek dar pe hai gardish me.n meraa kaasa-e-chashm
vo shaah-e-husn hu.aa ye gadaa mohabbat kaa