SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिद्दत-ए-तिश्नगी"
Ghazal MATCHES FOR "शिद्दत-ए-तिश्नगी"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Khumar Barabankavi
Ghazal
tishnagii zauq-e-takallum kii vahii hai ab tak
us ke jalve to bahut merii nazar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kyaa paan kii surKHii ne kiyaa qatl kisii ko
shiddat se hai kyuu.n aaj tirii teG-e-zabaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shiddat-e-zabt kii lazzat ko ghaTaa detii hai.n
aa.nkhe.n naadaan hai.n kyo.n ashk bahaa detii hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
bujhtii nahii.n hai tishnagii diidaar-e-yaar kii
nazro.n se un ke laakh pilaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
tishnagii hogii jahaa.n be-saaKHta nauha-kunaa.n
us jagah ham daastaan-e-karbalaa le jaa.e.nge
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
shiddat-e-tishna-labii jo us ko bhaTkaatii nahii.n
to nadii ko.ii samundar kii taraf jaatii nahii.n
Rahib Maitreya
Ghazal
jab tak mire lahuu me.n haraarat vafaa kii thii
mai.n be-niyaaz-e-shiddat-e-KHauf-o-hiraas thaa
Akhtar Saeedi
Ghazal
amrit nahii.n nasiib to zahraab hii sahii
kuchh to ilaaj-e-shiddat-e-tishna-labii karo
Ajmal Ajmali
Ghazal
hai aaj shiddat-e-ehsaas-e-naa-rasaa.ii kyo.n
gudaaz dil to bahut hai du.aa ke daaman me.n
Ehsan Nanparwi
Ghazal
shiddat-e-ishq-o-mohabbat me.n kamii aa.egii
yaar kii diid ko tuu roz agar jaa.egaa
Ibrahim Noori
Ghazal
shiddat-e-ranj-o-alam se nikal aa.e.n aa.nsuu
kisii majbuur ko itnaa na sataayaa jaa.e
Jamal Naqvi
Ghazal
shiddat-e-ranj-o-alam meraa muqaddar Thahrii
shaam-e-Gam haa.e sitam meraa muqaddar Thahrii