SEARCH RESULTS
Showing search results for "शीशा"
Ghazal MATCHES FOR "शीशा"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mere labo.n pe mohr thii par mere shiisha-ruu ne to
shahr ke shahr ko miraa vaaqif-e-haal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
badan churaa ke vo chaltaa hai mujh se shiisha-badan
use ye Dar hai ki mai.n to.D pho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
naazuk-mizaaj aap qayaamat hai.n 'miir' jii
juu.n shiisha mere mu.nh na lago mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
qataar-e-shisha hai yaa kaarvaan-e-ham-safaraa.n
KHiraam-e-jaam hai yaa jaise kaa.enaat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHud aahanii nahii.n ho to poshish ho aahanii
yuu.n shiisha hii rahoge to patthar bhii aa.e.nge
Jaun Eliya
Ghazal
be-piye huu.n ki agar lutf karo aaKHir-e-shab
shiisha-e-mai me.n Dhale sub.h ke aaGaaz kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ek dil hai aur tuufaan-e-havaadis ai 'jigar'
ek shiisha hai ki har patthar se Takraataa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
mirii nigaah se chhup kar kahaa.n rahegaa ko.ii
ki ab to sang bhii shiisha dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
be-kaif dil hai aur jiye jaa rahaa huu.n mai.n
KHaalii hai shiisha aur piye jaa rahaa huu.n mai.n