SEARCH RESULTS
Showing search results for "सग-ए-कॉलेज"
Ghazal MATCHES FOR "सग-ए-कॉलेज"
Ghazal
allaah-re us kii chaukhaT hai bosa-gaah-e-aalam
kahtaa hai sa.ng-e-asvad mai.n sa.ng-e-aastaa.n huu.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nizaam-e-vaqt kaa ab KHuu.n nicho.Dnaa hogaa
ki sang-e-saKHt adaa.o.n kii anjuman me.n hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
maa.ngtaa kis se mujhe sa.ng-e-sar-afraazii de
ko.ii darvaaza to hotaa tire dar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu sang-e-miil kii suurat hai nasb ek jagah
mai.n gard-e-raah huu.n meraa tavaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
yaad kaa sang-e-giraa.n ruuh kii gahraa.ii me.n
Duubtaa hai to ka.ii zaKHm ubhar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
afsurda raahgiir kaa hai ye sukuu.n-rasaa
piipal kii samt se zaraa teshe ko mo.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
reza-e-sang to aaya gul-e-manzar na sahii
kaasa-e-chashm ko hairat se khulaa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
vo silsile bhii kitne dil-aavez the ki jo
zanjiir-e-paa se gesuu-e-KHamdaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zabt-e-Gam se laakh apnii jaan par ban aa.e hai
haa.n magar ye izzat-e-saadaat to rah jaa.e hai
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
haTe Gubaar jo lau se to merii jot jage
jaluu.n mai.n phir se na.ii aab-o-taab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
Zoya Shaikh
Ghazal
'bahzaad' har ik gaam pe ik sajda-e-mastii
har zarre ko sa.ng-e-dar-e-jaanaana banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
duKHtar-e-raz ke qadam tak to rasaa.ii maaluum
mohtasib sa.ng-e-dar-e-mai-kada chhuu aataa hai
Zaheer Dehlvi
Ghazal
mu.nh se aa.nchal jo haTaataa vo sar-e-bazm 'jaliil'
ba-KHudaa sham.a ko parvaana banaayaa hotaa