SEARCH RESULTS
Showing search results for "सतर"
Ghazal MATCHES FOR "सतर"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik satr bhii kabhii na likhii mai.n ne tere naam
paagal tujhii ko yaad bhii aataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
hai.n merii zaat se mansuub sad fasaana-e-ishq
aur ek satr bhii ab tak nahii.n likhii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
jii me.n hai yaad ruKH-o-zulf-e-siyah-faam bahut
ronaa aataa hai mujhe har sahar-o-shaam bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
aur ab udaasii kii satr-poshii kaa marhala hai
thakan ke dhaago.n se ek chaadar banaa rahaa huu.n
Abbas Tabish
Ghazal
phir vo satr aatii hai jab asal likhii jaatii hai
mujh ko tahriir miTaa aatii hai tahriir ko mai.n
Shaheen Abbas
Ghazal
jo satr hai vo gasuu-e-huur-e-bahisht hai
KHaal-e-parii hai nuqta hamaarii kitaab kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ai qatra-e-KHuu.n mus.haf-e-ruKHsaar pe til bin
ai satr-e-tapaa.n kaaGaz-e-saada pe dahak bhii
Khalid Ahmad
Ghazal
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
ko.ii dhun hai pas-e-iz.haar safar me.n jis ne
merii Gazlo.n kii fazaa aur sii rakkhii hu.ii hai