SEARCH RESULTS
Showing search results for "सत्तर"
Ghazal MATCHES FOR "सत्तर"
Ghazal
ek ik inch pe us jism ke sattar sattar
bose liije to bhalaa kyuu.n vo qayaamat na lage
Fuzail Jafri
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
dekhe ko.ii jhalak na ruKH-e-laa-javaab kii
sattar hazaar pardo.n me.n Thahrii hijaab kii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
vo raaziq rizq pahu.nchaataa hai sab ko
khule.n sattar agar ho ek dar band
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
sattar baras kii umr javaano.n se ba.Dh ke josh
is raaz ko chhupaa.e hai.n ahl-e-jahaa.n se ham
Ehqar Jhanswi
Ghazal
'aajiz' karo aaraam ki sattar ke hu.e tum
is umr me.n marne kii havas vaah ajab ho
Mohammad Shamsuddin Aajiz
Ghazal
Mumtaz Rashid
Ghazal
sattar do bahattar hai.n tariiq un se alaahada
hai ishq kii manzil kii judii raah judii baaT
Waliullah Muhib
Ghazal
sattar baras kii 'umr me.n shaadii hai aaThvii.n
baasii ka.Dhii me.n dekhiye kaisaa ubaal hai
Iqbal Firdausi
Ghazal
shaamil nahii.n hai yaar jo huuraan-e-KHuld me.n
gintii me.n merii aaj se sattar nahii.n rahaa
Ali Ejaz Tamimi
Ghazal
unhe.n duniyaa kaa aisaa moh socho to ha.nsii aa.e
vo sattar saal ke ho.nge magar bachche lage ham ko
Mushaf Iqbal Tausifi
Ghazal
Danish Asari
Ghazal
sattar baras kii 'umr me.n bhii faa.eda na de.n
kyo.n tum ne aise pe.D ugaa.e fuzuul me.n
Hashir Afnan
Ghazal
mere dilbar ko milaa de jo ko.ii mujh se 'suruur'
abhii detaa huu.n zar-e-surKH ke sattar to.De
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
jamhuuriyat kii rail ko paTrii pe laa.e.nge
sattar baras se bas yahii bhaashan hai.n sub.h-o-shaam
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
muftii-e-'ishq ne ye fatvaa farmaayaa hai
us kii jhuuTii har taa'riif pe sattar huur