SEARCH RESULTS
Showing search results for "सर-ए-चश्म"
Ghazal MATCHES FOR "सर-ए-चश्म"
Ghazal
tarz-e-maj.huul sar-e-chashm numuudaar hu.e
phuul hii phuul sar-e-chashm numuudaar hu.e
Shabbeer Ehram
Ghazal
har zarra chashm-e-shauq-e-sar-e-rahguzar hai aaj
dil mahv-e-intizaar hai aur kis qadar hai aaj
Hameed Nag Puri
Ghazal
dil-e-Gariib ko ghar kaa hu.aa na chain nasiib
ise to 'umr sar-e-rahguzaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
sar-e-chashm rahte hai.n ashko.n ke jalve
diye jis tarah ho.n bha.nvar ke kinaare
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
sahaabii shaam sar-e-chashm phailte jugnuu
kisii KHayaal ne bo dii ye kahkashaa.n mujh me.n
Shabana Yousaf
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
likhtaa bhii hai mujh ko sar-e-qirtaas-e-mohabbat
mazmuum jo lagtaa huu.n miTaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
jhuk gayaa sar arz-e-matlab par baraa-e-iKHtisaar
ham ne chaahaa thaa ki afsaana-dar-afsaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
tum apnii chhat pe sar-e-shaam yuu.n na aaya karo
tamaam raat sitaare machalte rahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
haalat-e-qalb sar-e-bazm bataa.uu.n kyuu.nkar
parda-e-dil me.n hai ik parda-nashii.n kaa laalach
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
pa.Dii thii laash sar-e-raah be-his-o-harakat
jo dekhaa saamne jaa kar kafan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
mushtaaq to pahle bhii bahut the magar ab ke
majma.a hai sar-e-raahguzar aur tarah kaa