SEARCH RESULTS
Showing search results for "सवारियों"
Ghazal MATCHES FOR "सवारियों"
Ghazal
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
darpesh ek kaam hai himmat kaa saathiyo
kasnaa hai mujh ko merii kamar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
rah-e-talab me.n jo gumnaam mar ga.e 'naasir'
mataa-e-dard unhii saathiyo.n ke naam kare.n
Nasir Kazmi
Ghazal
kyaa jaante the aise din aa jaa.e.nge shitaab
rote guzartiyaa.n hai.n hame.n raate.n saariyaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Riaz Majeed
Ghazal
dukhii dilo.n me.n, dukhii saathiyo.n me.n rahte the
ye aur baat ki ham muskuraa bhii lete the
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
sa.nvaa.nryaa hai man-mohniyaa.n apne tii.n
piyaa kuu.n ainuu suu.n turuk taaz hai
Quli Qutub Shah
Ghazal
mai.n kartaa huu.n jin saathiyo.n se gurez
mujhe un se ko.ii shikaayat nahii.n
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
Ram Riyaz
Ghazal
ai kaash saathiyo.n se vo apne kabhii kahe
'shabnam' saa ko.ii mujh ko dobaara na mil sakaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
kyaa milaa miTaa kar ham tiirgii ke maaro.n ko
ab sa.nvaariye apnii zulf-e-KHam-ba-KHam tanhaa
Mubarak Mungeri
Ghazal
pahle mirii nigaah me.n duniyaa haqiir thii
mai.n apne saathiyo.n se judaa ab nahii.n rahaa
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
aaKHir me.n bas nishaa.n hai.n 'sahar' kuchh savaaliya
phir is ke baa'd daastaa.n kaa iKHtitaam hai
Sidra Sahar Imran
Ghazal
ravaa.n-davaa.n hai.n havaa par savaariyaa.n kaisii
jinhe.n daraKHt bhii jhuk kar salaam karte hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
sasur se saas se aur saaliyo.n ke baad saalo.n se
gale mil kar nikaale jaa.e.nge armaan holii me.n