SEARCH RESULTS
Showing search results for "साहब-ए-ज़र"
Ghazal MATCHES FOR "साहब-ए-ज़र"
Ghazal
saahab-e-zar na sahii saahab-e-izzat hai.n abhii
aur ik sa.ng-e-malaamat ki salaamat hai.n abhii
Shafiq Saleemi
Ghazal
phuulne-phalne lage hai.n saahab-e-zar aur bhii
ta.ng ho jaa.egii dhartii mufliso.n par aur bhii
Naz Khialvi
Ghazal
'faraaz' tuu ne use mushkilo.n me.n Daal diyaa
zamaana saahab-e-zar aur sirf shaa.er tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
jaa saahab-e-zar jiit banii teraa muqaddar
ham aise Gariibo.n kii hu.ii haar musalsal
Maaz Muaviya
Ghazal
jaane kis saazishii maahaul kii sauGaate.n hai.n
ko.ii muflis to ko.ii saahab-e-zar rahtaa hai
Afzal Safi
Ghazal
vo un kaa milaanaa mujhe ik saahab-e-zar se
auqaat mirii yaad dilaa dii ga.ii mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
aa.e the mere dar pe du'aa maa.ngte hu.e
phalne lage hai.n saahab-e-zar us ke baa'd kyaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
ne.amat-e-ishq mayassar nahii.n aatii sab ko
saahab-e-zar bhii yahaa.n haath pasaare hu.e hai.n
Maqsood Aafaque
Ghazal
is kaar-e-mohabbat me.n to hotaa hai KHasaara
ai saahab-e-zar tuu ye tijaarat na kyaa kar
Hasan Abbas Raza
Ghazal
aaj kii tarh na thaa saahab-e-zar vo jab tak
us kii raaho.n me.n sitaare na bichhe the itne
Humaira Rahman
Ghazal
har chiiz luTaa denaa faqiiro.n kaa hai sheva
kam-zarf hai.n kuchh saahab-e-zar hote hu.e bhii
Shozeb Kashir
Ghazal
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
qadr-o-qiimat nahii.n ab zaat-o-sharaafat kii yahaa.n
us kii azmat hai ki jo saahab-e-zar hotaa hai
Azeez Moradabadi
Ghazal
Meena Naqvi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
faaqo.n se hai ye haal agar tol kar biThaa.e.n
aadhe ticket me.n jaa.e tan-e-zaar aaj-kal