SEARCH RESULTS
Showing search results for "सिधारे"
Ghazal MATCHES FOR "सिधारे"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo jis ke KHauf se sahraa sidhaare log saare
guzarne ko hai tuufaa.n kaa vo relaa mai.n akelaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ye kyaa maqaam hai vo nazaare kahaa.n ga.e
vo phuul kyaa hu.e vo sitaare kahaa.n ga.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
maanaa ki din sidhaare 'mubaarak' shabaab ke
ra.ngii.n tabii.ato.n se mulaaqaat bhii ga.ii
Mubarak Azimabadi
Ghazal
ham jaate hai.n yaa hazrat-e-dil aap sidhaare.n
jaa.e.nge ab us bazm me.n shaamil to nahii.n ham
Bekhud Dehlvi
Ghazal
mai.n bhii bachpan me.n KHalaa.o.n kaa safar kartaa thaa
khelaa karte the mire saath sitaare saahab
Nadeem Sirsivi
Ghazal
ai junuu.n hote hai.n sahraa par utaare shahr se
fasl-e-gul aa.ii ki diivaane sidhaare shahr se
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
gar safar ko sidhaare ho to aa.o
jaa ke vaa.n chhaavnii tuu chhaav nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
puurii gardish aasmaa.n ne shaam se kii taa-sahar
aaj mai.n ne gin liye saare sitaare raat ko
Rasheed lakhnavi
Ghazal
afshaa.n ke zarre dekh ke saare pala.ng par
samjhaa mai.n loTte hai.n sitaare pala.ng par
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
Guruub hote hu.e do sitaare aa.nkho.n me.n
shikast-e-KHvaab ke hai.n isti.aare aa.nkho.n me.n