SEARCH RESULTS
Showing search results for "सियासत-ए-दरबाँ"
Ghazal MATCHES FOR "सियासत-ए-दरबाँ"
Ghazal
dil hii to hai siyaasat-e-darbaa.n se Dar gayaa
mai.n aur jaa.uu.n dar se tire bin sadaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
alag siyaasat-e-darbaa.n se dil me.n hai ik baat
ye vaqt merii rasaa.ii kaa vaqt hai ki nahii.n
Aziz Hamid Madni
Ghazal
phir mai.n huu.n aur mahfil-e-jaanaa.n kii aarzuu
phir mehrbaa.n siyaasat-e-darbaa.n hai aaj-kal
Jauhar Nizami
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
gard u.Daa.ii jo siyaasat ne vo aaKHir dhul ga.ii
ahl-e-dil kii KHaak me.n bhii zindagii paa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ahl-e-daanish hu.e arbaab-e-siyaasat ke muriid
aisii pastii pe mire dil me.n chhurii lagtii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ye hai hamaarii siyaasat ki dil pa.Dosii kaa
hamaare dil me.n dha.Daktaa hu.aa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
nahii.n shaa'ir siyaasat-daa.n hai is ko
shu'uur-e-baada-o-saaGar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
phir jii me.n hai ki dar pe kisii ke pa.De rahe.n
sar zer-baar-e-minnat-e-darbaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
KHud.daar huu.n vo ishq miraa ishq hii nahii.n
jo mubtalaa-e-minnat-e-darbaa.n dikhaa.ii de
Shabbir Kanpuri
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
siyaasat-e-dil-aa.iina chuur chuur to thii
siyaasat-e-dil-e-aahan-garaa.n bhii TuuTii hai
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
baKHshii hai.n ham ko ishq ne vo jur.ate.n 'majaaz'
Darte nahii.n siyaasat-e-ahl-e-jahaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
itnii rusvaa.iyaa.n sah lii hai.n to ik ye bhii sahii
ham ko manzuur he minnat-kash-e-darbaa.n honaa
Jameeluddin Aali
Ghazal
chaar jhi.Dkii me.n tire dar se alag ho baiThaa
Gair kuchh roz bhii minnat-kash-e-darbaa.n na rahaa
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
be-minnat-e-darbaa.n hai mujhe hasrat-e-diidaar
mahmil kaa u.De parda sar-e-raahguzar kaash
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
rotaa hai dil siyaasat-e-ahd-e-jadiid par
jab dekhtaa huu.n Gam se pareshaa.n bashar ko mai.n