SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुख़न-कार"
Ghazal MATCHES FOR "सुख़न-कार"
Ghazal
ko.ii uftaad pa.Dii thii ki abhii tak chup thaa
ik suKHan-kaar suKHan-kaar bhii aisaa vaisaa
Javed Saba
Ghazal
udaasiyo.n kii inaayat hai kaar-haa-e-suKHan
mire liye to jazaa hai sazaa udaasii kii
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
ham jaiso.n me.n kahaa.n thii bhalaa ye salaahiyat
sohbat ne shaa'iro.n kii suKHan-kaar kar diyaa
Onkar Singh Vivek
Ghazal
Gazal sunaa.ii jo sarvat ko mai.n ne ai 'haashim'
vo bole sun ke suKHan-kaar ik samundar hai
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
ye kaar-e-suKHan kaar-e-abas to nahii.n 'aamii'
ye qaafiya-paimaa.ii nahii.n husn-e-bayaa.n hai
Imran Aami
Ghazal
Sardar Asif
Ghazal
kaar-e-suKHan-aaraa.ii hai tanhaa.ii hamaarii
hangaama-e-aflaak hai shunavaa.ii hamaarii
Ibraheem Khalil
Ghazal
kaar-e-KHuluus-e-yaar kaa mujh ko yaqiin aa gayaa
itnaa shadiid vaar thaa mujh ko yaqiin aa gayaa
Pirzada Qasim
Ghazal
milii bhii kyaa dar-e-daulat se kaar-e-ishq kii daad
yahii ki tesha-e-farhaad bar-sar-e-farhaad
Sahar Ansari
Ghazal
tum aa ga.e ho to kyuu.n intizaar-e-shaam kare.n
kaho to kyuu.n na abhii se kuchh ehtimaam kare.n
Nasir Kazmi
Ghazal
dam-e-suKHan hii tabii.at lahuu lahuu kii jaa.e
ko.ii to ho ki tirii jis se guftuguu kii jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
vafaa ke baab me.n kaar-e-suKHan tamaam hu.aa
chalo ki rishta-e-ruuh-o-badan tamaam hu.aa
Islam Uzma
Ghazal
Naqqash Ali Balooch
Ghazal
yak-zarra-e-zamii.n nahii.n be-kaar baaG kaa
yaa.n jaada bhii fatiila hai laale ke daaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
qalb-o-nazar ke silsile merii nigaah me.n rahe
mujh se qariib-tar na the jo tirii chaah me.n rahe
Ghous Mathravi
Ghazal
suKHan-aabaad kii tanhaa.ii me.n jaa rahne kaa
ham ko Dhab aataa hai paadaash-e-hunar sahne kaa
Mohammad Munzir Raza
Ghazal
Khushi Mohammad Naazir
Ghazal
shikan-aaluud hai peshaanii-e-doshiiza-e-KHuld
nigah-e-rizvaa.n ba-daamaanii-e-doshiiza-e-KHuld
Hadis Salsal
Ghazal
gul-ezaar aur bhii yuu.n rakhte hai.n rang aur namak
par mire yaar ke chehre kaa saa Dha.ng aur namak