SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुख़न-फ़हम"
Ghazal MATCHES FOR "सुख़न-फ़हम"
Ghazal
dekhiye kitne suKHan-fahm suKHan-var aa.e
mai.n ne ik phuul uThaayaa ka.ii patthar aa.e
Janan Malik
Ghazal
mere ash'aar ko me'yaar kaa e'zaaz milaa
jaan-e-jaa.n meraa suKHan-fahm-o-suKHan-daa.n niklaa
Abrar Kiratpuri
Ghazal
yuu.n apnii du.aa sun ke chahak uTThe farishte
jis tarah suKHan-fahm ko.ii misra.a uThaa.e.n
Sher Afzal Jafri
Ghazal
zaahiraa dekh suKHan-fahm suKHan 'aafriidii'
Gair-maKHluuq suKHan ma.anii-e-qur.aan me.n Dhuu.nDh
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
mai.n suKHan-fahm kisii vasl kaa muhtaaj nahii.n
chaa.ndnii raat hai ik sher sunaa de mujh ko
Balmohan panday
Ghazal
ai suKHan-fahm mire she'r se kyaa lagtaa hai
kyaa mire baa'd mujhe yaad rakhaa jaa.egaa
Waqar Khan
Ghazal
jab aa ga.e mahfil me.n suKHan-fahm suKHan-saaz
she'ro.n pe milii daad tarannum se ziyaada
Farooque Adil
Ghazal
kahte hai.n mire haq me.n suKHan-fahm bas itnaa
shero.n me.n jo KHuubii hai mu.aanii se nahii.n hai
Shahryar
Ghazal
jis ke sabab har ek suKHan-fahm hai KHafaa
muddat hu.ii hai aap se vo guftuguu hu.e
Irfana Azeez
Ghazal
ahbaab qadr-daa.n hai.n suKHan-fahm ai 'vafaa'
phir tuu bataa ki terii Gazal kaa sila hai kyaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
mire andar kaa suKHan-fahm salaamat hai abhii
KHvaab me.n 'miir' kaa ik sher sunaataa hai ko.ii
Sayyad Sohaib Hashmi
Ghazal
jo suKHan-fahm nahii.n jhuum rahe hai.n vo bhii
ai 'sha'uur' aap ke ash'aar bahut achchhe hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
'tanviir' suKHan-fahm samajhte hai.n suKHan ko
kuchh qadr hunar kii hai to hai ahl-e-hunar tak
Tanvir Dehlvi
Ghazal
ai suKHan-fahm ham us bazm se aa.e hai.n jahaa.n
hairat aa.iina-e-usluub-e-suKHan tak pahu.nche
Sirajuddin Zafar
Ghazal
masnad-e-dars-e-suKHan par bhii suKHan-fahm nahii.n
sirf Gaalib ke taraf-daar hu.aa karte hai.n