SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुपुर्दगी"
Ghazal MATCHES FOR "सुपुर्दगी"
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
supurdagii kaa ye aalam bhii kyaa qayaamat hai
simaT ke yuu.n teraa aa jaanaa merii baaho.n me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
farz-e-supurdagii me.n taqaaze nahii.n hu.e
tere kahaa.n se ho.n ki ham apne nahii.n hu.e
Vipul Kumar
Ghazal
rasm-e-supurdagii ko kab darKHur-e'tinaa kahaa
KHud se jo thaa gurez-paa sab se gurez kar gayaa
Pirzada Qasim
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
tujh ko supurdagii me.n simaTnaa bhii hai zaruur
sachchaa hai kaarobaar to nuqsaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
supurdagii miraa me.aar to nahii.n lekin
mai.n sochtaa huu.n tire ruup me.n KHudaa hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kyaa chiiz thii kisii kii adaa-e-supurdagii
bhiige badan kii aag me.n nahlaa ga.ii mujhe
Qaisarul Jafri
Ghazal
supurdagii ke taqaaze kahaa.n kahaa.n se pa.Dhuu.n
hunar ke baab me.n paikar tiraa kitaab hu.aa
Naseer Turabi
Ghazal
fareb-e-qurb-e-yaar ho ki hasrat-e-supurdagii
kisii sabab se dil mujhe ye be-qaraar chaahiye
Tanveer Anjum
Ghazal
ki jaise buu-e-vafaa KHud-supurdagii me.n mile
usii tarah kii mahak us kii iltifaat me.n hai
Krishn Bihari Noor
Ghazal
supurdagii me.n na dekhii thii tamkanat aisii
ye ranj hai ki anaa kaa shikaar mai.n bhii thaa
Saqi Faruqi
Ghazal
but jis pe multafit ho ba-hadd-e-supurdagii
zindiiq hai agar vo KHudaa se du.aa kare
Josh Malihabadi
Ghazal
ajab supurdagii-e-jaa.n kaa marhala thaa 'alii'
hamaare hone kaa ham ko gumaa.n nahii.n honaa
Liaqat Jafri
Ghazal
supurdagii kaa nasha bhii ajiib nashsha hai
vo sar se paa.nv talak iltimaas lagtaa hai
Mazhar Imam
Ghazal
supurdagii me.n bhii ik ramz-e-KHud-nigah-daarii
vo mere dil se mire vaaste nahii.n guzre
Majeed Amjad
Ghazal
ye jaa.n supurdagii hai usii ek baat par
jo baat mere ishq ke paimaan me.n nahii.n