SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुला"
Ghazal MATCHES FOR "सुला"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ab ise daar pe le jaa ke sulaa de saaqii
yuu.n bahaknaa nahii.n achchhaa tire mastaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
gungunaate hu.e aa.nchal kii havaa de mujh ko
u.ngliyaa.n pher ke baalo.n me.n sulaa de mujh ko
Wasi Shah
Ghazal
Kausar Siwani
Ghazal
sab shor-e-maa-o-man ko liye sar me.n mar ga.e
yaaro.n ko is fasaane ne aaKHir sulaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mujh ko jiine se mohabbat na mohabbat kii havas
merii tarah ko.ii jazbo.n ko sulaa saktaa hai
Ali Sarmad
Ghazal
us fitne ko jagaa ke pashemaa.n hu.ii nasiim
kyaa kyaa 'aziiz logo.n ko un ne sulaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
'aql hai fitna-e-bedaar sulaa de.n is ko
'ishq kii jins-e-giraa.n-maaya ko arzaa.n kar de.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
duniyaa ko jagaa de jo adam ko bhii sulaa de
sunte hai.n ki vo roz vo shab aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
nik.hat-e-zulf se nii.ndo.n ko basaa de aa kar
merii jaagii hu.ii raato.n ko sulaa de aa kar
Akhtar Shirani
Ghazal
garche ham-KHaana hai.n 'jur.at' pa hamaare aise
baKHt so.e ki kahii.n saath sulaa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ye raaz marne se pahle to khul nahii.n saktaa
sulaa diye ga.e hai.n yaa jagaa diye ga.e hai.n
Meer Ahmad Naved
Ghazal
shab-e-visaal ye kahte hai.n vo sunaa ke mujhe
kisii ne luuT liyaa apne ghar bulaa ke mujhe
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
raat bhar jaagte rahne kii mujhe aadat hai
thapkii ab siine pe hasrat to sulaa dii mai.n ne
Ali Qaisar
Ghazal
yaado.n ko sulaa detaa hai saa.e me.n shajar ke
vo hausla-e-dard-e-rasaa.ii nahii.n detaa