SEARCH RESULTS
Showing search results for "सूरत-ए-अशआर"
Ghazal MATCHES FOR "सूरत-ए-अशआर"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
simaT ke aa ga.ii kaaGaz pe suurat-e-ash.aar
hamaarii fikr ne jab bhii kisii ghuTan ko chhu.aa
Faiz Khalilabadi
Ghazal
hairaan huu.n mai.n suurat-e-aa.iina ai 'shakiil'
baiThaa hai saamne ko.ii tasviir kii tarah
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
nahii.n be-vaj.h vaa.iz ronii suurat
ye hazrat aaj rindo.n me.n piTe hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
beTo.n ne mere naam kii dastaar pahn lii
aur beTiyo.n ne suurat-e-aa.nchal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dikhaate nahii.n sharm se ruu-e-raushan
ko.ii kaamyaabii kii suurat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hazaj me.n bhii ash.aar ai 'naadir' ab pa.Dh
ki bazm-e-suKHan me.n sab aa.e hu.e hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye ek pal jo hai maj.huul shaKHs kii suurat
mizaaj-e-aagahi-e-maah-o-saal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zabaan mu.nh me.n hai taar-e-gunah kii suurat
tumhaaraa hukm bajaa hai kalaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu sang-e-miil kii suurat hai nasb ek jagah
mai.n gard-e-raah huu.n meraa tavaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
itnii nudrat tire ash.aar me.n pahle to na thii
'shaan' ye ziinat-e-afkaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
inkishaaf-e-shahr-e-naa-maaluum thaa har sher me.n
tajrabe kii taaza-kaarii suurat-e-ash.aar thii