SEARCH RESULTS
Showing search results for "सोज़-ए-सुख़न"
Ghazal MATCHES FOR "सोज़-ए-सुख़न"
Ghazal
na.ii ravish na.e imkaa.n niraalaa tarz-e-'suKHan'
hamaare lafzo.n se raushan bashaarate.n bhii na.ii
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
mirii sarisht-e-'suKHan' me.n hai.n kuchh na.e usluub
na.ii Gazal ne mujhe bhii KHush-aamdiid kahaa
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
siina raushan ho to hai soz-e-suKHan ain-e-hayaat
ho na raushan to suKHan marg-e-davaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
ai 'soz' bhuule.nge kaise suKHan-shanaas unhe.n
guzar ga.e jo bahaar-e-suKHan-varii le kar
Soz Aabdi
Ghazal
vo jo hai.n lazzat-e-tafhiim-e-suKHan se vaaqif
she'r sunte hai.n vahii log mukarrar mujh se
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
pa.D gayaa soz-e-suKHan haath hamaare kyuu.nkar
KHaak hone ko ye iksiir kahaa.n se aa.ii
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
Meer Soz
Ghazal
Meer Soz
Ghazal
Meer Soz
Ghazal
'soz' kaa rutba kahaa.n pahu.nchaa hai jo terii razaa
log ye kahte hai.n ab tuu saahib-e-diivaan hai