SEARCH RESULTS
Showing search results for "हज़ार-हा"
Ghazal MATCHES FOR "हज़ार-हा"
Ghazal
hai.n dam ke saath ishrat o usrat hazaar-haa
vaabasta ek taar-e-nafas se hai.n taar-haa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
'atiiq' merii pareshaaniyaa.n ma.aaz-allaah
ki jaise ek masiihaa hazaar-haa biimaar
Ateeq Ahmad Ateeq
Ghazal
hamaare jism pe kanda hazaar-haa naqshe
hamaarii aa.nkh se har raasta guzartaa hai
Rashid Imam
Ghazal
mai.n chho.D aayaa huu.n piichhe hazaar-haa me.nDak
suKHan-saraa.ii ke taalaab se guzarte hu.e
Zafar Iqbal
Ghazal
aqab me.n apne chhupaa.e hazaar-haa paikaa.n
nazar ke saamne mizhgaan-e-yaar guzrii hai
Syed Hamid
Ghazal
inaayate.n hai.n agarche hazaar-haa lekin
bane na baat to banda-navaaz kyaa kiije
Akhtar Saeed
Ghazal
aflaak par to ham ne banaa.ii.n hazaar-haa
ta.amiir ko.ii dahr me.n jannat na kar sake
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
hai.n is jahaa.n me.n achchhe suKHanvar hazaar-haa
'nik.hat' ko be-misaal karuu.n to Gazal kahuu.n