SEARCH RESULTS
Showing search results for "हद्द-ए-ग़ुमान"
Ghazal MATCHES FOR "हद्द-ए-ग़ुमान"
Ghazal
Yasir Guman
Ghazal
yahii gumaan ghuumtaa hai KHema-e-KHayaal me.n
nigaah Garq ho ga.ii hai kis ke KHadd-o-KHaal me.n
Yasir Guman
Ghazal
itne maanuus hai.n ham kuucha-e-jaanaa.n se 'gumaan'
ham tire ghar se nikalte hu.e ro pa.Dte hai.n
Yasir Guman
Ghazal
Yasir Guman
Ghazal
miraa yaqiin thaa hadd-e-gumaan ke andar
kabhii bhii sochaa nahii.n hai lakiir ke aage
KHalid Malik Sahil
Ghazal
zavaal aisaa ki saare faraaz past hu.e
nasheb-e-vahm bahut thaa hadd-e-gumaan ke baad
Pritpal Singh Betab
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
yaqii.n kaa parda-e-mub.ham pa.Daa hii rahne do
gumaan-o-vaham kii ye anjuman shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
hame.n pataa thaa ki mojiz-bayaaniyaa.n ho.ngii
zabaan-e-KHalq magar bad-gumaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
muu.nd in aa.nkho.n ko saahab nazraa.n me.n aa jaa
hadd-e-nazaargii-e-kaun-o-makaa.n me.n aa jaa
Aziz Qaisi
Ghazal
bha.Dkii hai aag 'arsh' KHayaabaan-e-bazm me.n
hadd-e-jalaal-e-sho.ala-e-guftaar baa.ndhiye
Arsh Siddiqui
Ghazal
Naqqash Abidi
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
hadd-e-parvaaz-e-jamaal aap kii a.ng.Daa.ii hai
is se aage mire ehsaas kii ra.anaa.ii hai