SEARCH RESULTS
Showing search results for "हब्स-कदों"
Ghazal MATCHES FOR "हब्स-कदों"
Ghazal
dair-o-haram ke habs-kado.n ke sataa.e hai.n
ham aaj mai-kade kii havaa khaane aa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
Asim Wasti
Ghazal
Arshad Nazar
Ghazal
merii havas ko ko.ii duusraa mayassar ho
tumhaaraa husn kisii aur se sa.nvar jaa.e
Kushal Dauneriya
Ghazal
tilism TuuT gayaa hai tumhaarii ulfat kaa
mirii havas ko pukaaro mujhe fareb na do
Shahzad Ahmad
Ghazal
log kahte hai.n havas ko bhii mohabbat jaise
naam pa.D jaa.e mujaahid kisii balvaa.ii kaa
Saleem Ahmed
Ghazal
kahaa.n nasiib havas ko junuu.n kii aaraa.ish
lahuu lahuu hai garebaan taar taar to hai
Arshi Bhopali
Ghazal
falak bhii terii bulandii ko paa nahii.n saktaa
havas ko chho.D ke lekin maqaam paidaa kar
Shatir Hakeemi
Ghazal
havas ko ishq bataa kar tahii-kaduu yaaraa.n
mai-e-ayaaG se chhalkaa ga.e lahuu yaaraa.n
Jafar Raza
Ghazal
paidaa kare.n asar jo dur-e-ashk naaseho
un motiyo.n pe ha.ns ko sau baar vaariye
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
'muKHlis' havas ko chho.D do meraa hai mashvara
dekhaa hai aap ne ye shajar baarvar kahaa.n
Mukhlis Musavviri
Ghazal
abhii to zahr ke aahan me.n zang baaqii hai
abhii kahaa.n se havas ko habaab kah dete
Athar Aziz
Ghazal
gum ho na jaa.e raunaq-e-baazaar kyaa kare.n
mah.ngaa.ii is qadar hai KHariidaar kyaa kare.n
Saghar Mashhadi
Ghazal
abhii havas ko mayassar nahii.n dilo.n kaa gudaaz
abhii ye log maqaam-e-nazar se guzre hai.n