SEARCH RESULTS
Showing search results for "हम-आहंग"
Ghazal MATCHES FOR "हम-आहंग"
Ghazal
Raoof Anjum
Ghazal
na ham-aaha.ng-e-masiihaa na hariif-e-jibriil
teraa shaa.ir ki hai zindaanii-e-gesuu-e-jamiil
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
kis ko ma.aluum nahii.n vaqt ke dil kii dha.Dkan
merii hamraaz-o-ham-aaha.ng rahii hai barso.n
Wakil Akhtar
Ghazal
Dharmendr Nath
Ghazal
ham-aaha.ng bhii hote hai.n par duniyaa me.n
tere mere jaisii kuchh takraar nahii.n
Sabahat Urooj
Ghazal
sukuut maut hai yaaro sukuun ain-e-hayaat
agarche yaaro ham-aaha.ng hai.n sukuut sukuun
Tasleem Niyazi
Ghazal
hai tazaado.n bharii duniyaa bhii ham-aaha.ng bahut
faasla to nahii.n kuchh sang o saman me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
nigah-e-dil ke ravaabit se ham-aaha.ng to hai
merii duniyaa tirii duniyaa se judaagaana sahii
Mukhtar Hashmi
Ghazal
har adaa terii ham-aaha.ng thii dil se itnii
har adaa ko tirii ham dil kaa taqaazaa samjhe
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
Akhtar Imam Anjum
Ghazal
hai yahii vaqt ki qadmo.n ko ham-aahang karo
phir kahaa.n gardish-e-ayyaam sadaa detii hai
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
ik nuqte pe aa kar bhii ham-aaha.ng nahii.n hai.n
tuu apnaa fasaana hai to mai.n apnii sadaa huu.n
Baqi Siddiqui
Ghazal
mere jazbaat ham-aahang-e-taqaddus hii rahe
ya.anii kirdaar kaa daaman kabhii mailaa na hu.aa
Syed Muzaffar Ahmad Ziya
Ghazal
Gam hii ham-aahang-e-fitrat ho to ho
ai KHushii mai.n tere qaabil hii nahii.n
Mehdi Machli Shahri
Ghazal
Adeeb Malegavi
Ghazal
vaqt kii lai se ham-aaha.ng jo hotaa huu.n nadiim
bain kartii hai kahii.n ruuh ke andar ko.ii dhun
Nadeem Fazli
Ghazal
ham ne hii dil se ham-aaha.ng guluu ko rakkhaa
log lai apnii badalte rahe har saaz ke saath