SEARCH RESULTS
Showing search results for "हया-रेज़"
Ghazal MATCHES FOR "हया-रेज़"
Ghazal
uf vo maasuum o hayaa-rez nigaahe.n jin par
qatl ke baad bhii ilzaam nahii.n aataa hai
Anwar Sabri
Ghazal
Betab Amrohvi
Ghazal
Baqar Naqvi
Ghazal
shadiid maut kii yalGaar ho ga.ii hogii
hayaat ret kii diivaar ho ga.ii hogii
Zafar Akbarabadi
Ghazal
husuul-e-rizq ke armaa.n nikaalte guzrii
hayaat ret se sikke hii Dhaalte guzrii
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
bahut sambhaal ke rakh be-sabaat lamho.n ko
zaraa jo sankii havaa ret kaa makaan giraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mausam kii garm sard havaa.o.n kaa KHauf kyaa
apnii hayaat ranj-o-KHushii me.n baTii rahii
Sarfraz Khan Nadeem
Ghazal
roz-o-shab-e-hayaat ke KHaano.n me.n baa.nT kar
qisto.n me.n KHud-kushii ke vasaa.il hu.e hai.n log
Mahboob Anwar
Ghazal
'hayaa' ke raaz ko aa.nkho.n me.n Dhuu.nDne vaalo
shanaavaro suno girdaab hai.n mire aa.nsuu
Lata Haya
Ghazal
zaraa andaaz-e-qazaa ab ke ka.Daa lagtaa hai
vo nayaa yaar miraa shoKH ba.Daa lagtaa hai
Maaz Aiz
Ghazal
na ho sakegaa vo ramz-aashnaa-e-kaif-e-hayaat
jo qalb chashm-e-taGaaful kaa raazdaar na ho
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
baadbaano.n se ulajhtii hai havaa roz magar
kashtiyaa.n so.ii hai.n kis shaan se patvaar ke saath
Asad Badayuni
Ghazal
havaa-e-dasht zaraa ret se idhar bhii dekh
mujhe bhii saath u.Daa paa.emaal mai.n bhii huu.n
Qasim Hayat
Ghazal
ai 'raaj raas aa na sakii mahfil-e-hayaat
ham aa ga.e the kis kii ijaazat liye baGair
Baldev Raaj
Ghazal
mai.n bevafaa huu.n tum ho vafaadaar haa.n durust
ai 'raaj aur baat ba.Dhaane se faa.eda