SEARCH RESULTS
Showing search results for "हवा-ए-हिज्र"
Ghazal MATCHES FOR "हवा-ए-हिज्र"
Ghazal
havaa-e-hijr chalii dil kii regzaaro.n me.n
sharaar jalte hai.n palko.n kii shaaKH-saaro.n me.n
Zaheer Kashmiri
Ghazal
havaa-e-hijr me.n jo kuchh thaa ab ke KHaak hu.aa
ki pairahan to gayaa thaa badan bhii chaak hu.aa
Mohsin Naqvi
Ghazal
jo terii mohabbat kaa Gam-e-hijr hai us ko
KHushiyo.n se ghaTaa.uu.n to sifar khii.nch rahaa huu.n
Hijr Moumin
Ghazal
qur.aan to pa.Dhte hai.n ka.ii log yahaa.n 'hijr'
har shaKHs magar saahib-e-qur.aan nahii.n hai
Hijr Moumin
Ghazal
Aslam Mahmood
Ghazal
hamaaraa ishq abhii ras paka.Dne vaalaa thaa
havaa-e-hijr ko jaldii thii phal giraane kii
Waqas Aziz
Ghazal
dil kaa qaraar chhiin liyaa kis kii yaad ne
ye zindagii-e-hijr musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
fasiil-e-ishq pe rakkhaa hu.aa charaaG huu.n mai.n
havaa-e-hijr kaa rahtaa hai intizaar mujhe
Asif Rasheed Asjad
Ghazal
havaa-e-hijr ne har naqsh jab miTaa Daalaa
to ek din tiraa 'shahbaaz' bhii bikharne lagaa
Shahbaz Nayyar
Ghazal
shab-e-visaal ba.De lutf se kaTii ai 'hijr'
tamaam raat kisii ke gale kaa haar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
tire aane se pahle jin ko murjhaane kii jaldii thii
vahii patte havaa-e-hijr ne shaadaab rakkhe hai.n
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
haa.n ai havaa-e-hijr hame.n kuchh KHabar nahii.n
ye shiisha-e-nashaat hai jab se bharaa hu.aa
Aftab Hussain
Ghazal
makaan-e-jaa.n laraztaa hai havaa-e-hijr se
charaaG-e-yaad ko rakkhe.nge kis qindiil me.n
Aftab Hussain
Ghazal
kaliim haa.n dil-e-betaab ko sambhaale hu.e
sunaa hai tuur pe vo be-naqaab aa.egaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
sunaa hai mai-kashii karne lagaa 'hijr'
vo mard-e-baa-KHudaa to paarsaa thaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
kisii ne dil ke taaq par jalaa ke rakh diyaa hame.n
magar havaa-e-hijr ne bujhaa ke rakh diyaa hame.n
Aitbar Sajid
Ghazal
havaa-e-hijr abhii tak hai mahv-e-KHvaab kahii.n
fasiil-e-jaa.n pe charaaG-e-visaal jalte rahe.n
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Qurban Aatish
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tazalzul me.n kis vaaste hai zamaana
shab-e-hijr hai ye qayaamat nahii.n hai