SEARCH RESULTS
Showing search results for "हसीन"
Ghazal MATCHES FOR "हसीन"
Ghazal
kii hai ko.ii hasiin KHataa har KHataa ke saath
tho.Daa saa pyaar bhii mujhe de do sazaa ke saath
Kaifi Azmi
Ghazal
itnii hasiin itnii javaa.n raat kyaa kare.n
jaage hai.n kuchh ajiib se jazbaat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
us aadmii ko bas ik dhun savaar rahtii hai
bahut hasiin hai duniyaa ise KHaraab karuu.n
Rahat Indori
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
nigaah Daal dii jis par hasiin aa.nkho.n ne
use bhii husn-e-mujassam banaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
hasiin champa.ii pairo.n ko jab se dekhaa hai
nadii kii mast adaa.e.n bulaa rahii hai.n tumhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
isii liye to a.ndhere hasiin lagte hai.n
ki raat mil ke tire gesu.o.n se aatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
bayaan ilm-e-ma.aanii fasaahat ilm-e-balaaG
bayaan kar nahii.n sakte kisii kii ek ha.nsii
Shahzad Qais
Ghazal
junuu.n ke saKHt maraahil bhii terii yaad ke saath
hasii.n hasii.n nazar aa.e javaa.n javaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
jab ishq apne markaz-e-aslii pe aa gayaa
KHud ban gayaa hasiin do aalam pe chhaa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Gam-e-jahaa.n ko Gam-e-ziist ko bhulaa ke piyo
hasiin giit mohabbat ke gungunaa ke piyo
Darshan Singh
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
jise bhii mai.n ne ziyaada tapaak se dekhaa
usii hasiin ne patthar uThaa ke maar diyaa