SEARCH RESULTS
Showing search results for "हासिद"
Ghazal MATCHES FOR "हासिद"
Ghazal
saath ahbaab ke haasid bhii zaruurii hai.n 'adiim'
ham suKHan apnaa sunaate jahaa.n saare hote
Adeem Hashmi
Ghazal
zaalim mire haasid kii to shaadii thii isii me.n
yaanii mujhe dar tak bhii tire baar na hotaa
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
be-muravvat bevafaa naa-mehrbaa.n naa-aashnaa
mere qaatil mere haasid mere dushman aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kitnaa haasid huu.n ki ik tuu hii miraa apnaa hai
aur tuu Thiik se ha.nstaa bhii buraa lagtaa hai
Adeem Hashmi
Ghazal
Rafi Raza
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
Shibli Nomani
Ghazal
haasid to hai kyaa chiiz kare qasd jo 'inshaa'
tuu to.D de jhaT balGam-e-baa.uur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
hai.n kaamyaabii pe haasid shikast par barham
bataa.o aise mizaajo.n kaa kyaa kiyaa jaa.e
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
tuu jab itnii uu.nchii u.Daane.n bharegaa
to haasid tire par katarne kaa naa hai
Faraz Hasanpuri
Ghazal
is jahaa.n pe haal-e-dil aashkaar karnaa hai
aaj ek haasid ko raazdaar karnaa hai
Sughra Sadaf
Ghazal
sun ke baite.n mere haasid chup rahe
ai 'vaziir' apnaa suKHan hai laa-javaab
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
haasid shaKHs kii ek nishaanii ye bhii hai
jal jaa.egaa jis ko ha.nstaa dekhegaa
Shahbaz Nayyar
Ghazal
kuchh is andaaz se uThtii rahii haasid kii nazar
jaise mai.n hii sabab-e-anjuman-aaraa.ii huu.n
Saeedullah Khan Ufuq
Ghazal
haasid are buzdil are shaatir are zaalim
haasil tujhe taskiin-e-dilii ho bhii to kab ho
Mohammad Shamsuddin Aajiz
Ghazal
muKHlis hai to maanegaa faziilat vo hamaarii
haasid hai to sachchaa.ii se inkaar karegaa