SEARCH RESULTS
Showing search results for "हासिल-ए-मंज़िल"
Ghazal MATCHES FOR "हासिल-ए-मंज़िल"
Ghazal
hazrat-e-'manzil' ye sochaa hai kabhii
kuchh na kuchh hai vo bhii chaaraa jaa.egaa
Manzil Lohatheri
Ghazal
Gam-e-dauraa.n kii rahii yaa Gam-e-jaanaa.n kii rahii
al-Garaz chhe.D rahii manzil-e-naakaam ke saath
Manzil Lohatheri
Ghazal
shikva na shikaayat hai ko.ii ahl-e-sitam se
'manzil' me.n nahii.n hai to yahii chiiz nahii.n hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
kisii kii teG-e-nazar se jo pyaar thaa 'manzil'
tamaam umr nahaate lahuu me.n guzrii hai
Manzil Lohatheri
Ghazal
bazm-e-nashaat-e-yaar me.n rone ko aa ga.e
'manzil' tumhaarii baat bhii kuchh bar-mahal nahii.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
piir-e-mai-KHaana piine ko de yaa na de
mai-kade se na 'manzil' nikaale mujhe
Manzil Lohatheri
Ghazal
ab mudaavaa-e-Gam-e-dil tiraa hone se rahaa
har taraf 'manzil'-e-biimaar sitam jaage hai.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
Sujit Sahgal Haasil
Ghazal
ek manzil to haasil nahii.n ziist kii
phir na.e raasto.n par nikal jaa.e.nge
Sujit Sahgal Haasil
Ghazal
haasil-e-manzil nahii.n gard-e-safar ke maa-sivaa
har tamanna KHaak-e-paa hai yaa tamanna kiijiye
Shariq Balyavi
Ghazal
raah-e-talab me.n azm-e-tajassus javaa.n rahe
manzil jo be-nishaa.n hai mirii be-nishaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
tuu haasil-e-manzil bhii miraa raah-numaa bhii
tuu mujh se gurezaa.n bhii qariib-e-rag-e-jaa.n bhii
Jameel Yusuf
Ghazal
dil-e-betaab ko taskiin to mil jaatii hai
merii har aah rasaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
manzil kii justujuu me.n ye aalam hai al-amaa.n
roke hu.e hai.n raah kahii.n raahbar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
safar taviil sahii haasil-e-safar kyaa thaa
hamaare paas ba-juz daulat-e-nazar kyaa thaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
KHayaal karte nahii.n ham kabhii masaafat kaa
husuul-e-manzil-e-maqsad me.n chalte rahte hai.n