SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिन्द"
Ghazal MATCHES FOR "हिन्द"
Ghazal
tiin sau saal se hai.n hind ke mai-KHaane band
ab munaasib hai tiraa faiz ho aam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
'aniis' bech ke jaa.n apnii hind se niklo
jo tosha-e-safar-e-karbalaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
vo desh kii miTTii se mohabbat nahii.n karte
jo maa.n kii tarah hind kii izzat nahii.n karte
Iqbal Ahmad Iqbal
Ghazal
miyaan-e-hind-o-pakistan ik sarhad kaa jhag.Daa hai
vagarna is imaarat ke manaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
kabhii thaa naaz zamaane ko apne hind pe bhii
par ab uruuj vo ilm-o-kamaal-o-fan me.n nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kahte hai.n dekh kar mujhe 'akbar' butaan-e-hind
gumraah hai ye raah par aa.e KHudaa kare
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
faKHr-e-KHaatuun-e-hind hai 'ismat'
ham se puuchhe ko.ii vafaa kyaa hai
Rifat Zamani Begum Ismat
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kho ga.ii hind kii firdaus-nishaanii 'akbar'
kaash ho jaa.e ko.ii 'milton'-e-saanii paidaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
sarsabz mulk-e-hind me.n aisaa hu.aa ki 'miir'
ye reKHta likhaa hu.aa teraa dakan gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai mohabbat sab ko us ke abru-e-KHamdaar kii
hind me.n kyaa aabruu baaqii rahii talvaar kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
thaa hind kii jaanib mire aaqaa kaa ishaara
KHushbu-e-mohabbat to hamesha se yahii.n hai
Rahman Jami
Ghazal
jaa.n-fishaanii se bahut ham ne ja.De hai.n aa.nsuu
maathar-e-hind tire taaj me.n hiiro.n kii tarah
Shakeel Shamsi
Ghazal
qariyaat-e-hind kaa ab ye rang hai ki koso.n
jaave ko.ii jidhar ko uj.De nagar pa.De hai.n