SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुक़्क़ा"
Ghazal MATCHES FOR "हुक़्क़ा"
Ghazal
us shoKH talak ko.ii na pahu.nchaa sakaa hamdam
juz-huqqa yahaa.n bosa ba-paiGaam hamaaraa
Shah Naseer
Ghazal
rail bajaa.e siiTiyaa.n dau.Do vaqt chalaa
huqqa piine chaudharii gayaa ajal ke saath
Anjum Rumani
Ghazal
kisii kii cigarette usii kii saazish me.n jal rahii hai
na.e makaa.n se puraanaa huqqa nikaalnaa hai
Saleem Siddiqui
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Gurbat hai na aaho.n me.n dhu.aa.n hai na sadaa hai
bii.Dii hai na cigarette hai na huqqa mire aage
T N Raaz
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
niilam hai dharaa huqqa-e-yaaquut me.n goyaa
hai.n daa.nt siyah missii se paa.n se hai dahan surKH
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
ilaaj kyaa kare.n hukamaa tap-e-judaa.ii kaa
sivaa.e vasl ke is kaa ko.ii tabiib na ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
vahshat me.n qaid-e-dair-o-haram dil se uTh ga.ii
haqqaa ki mujh ko ishq ne rastaa bataa diyaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
ek hasrat ki mai.n huqqe kii chilam bhar kar duu.n
ek KHvaahish ki miraa baap kha.nkaare ghar me.n
Yunus Tahseen
Ghazal
kahte hai.n faqiiro.n kii faziilat pe qasaa.ed
ham aaj bhii hukkaam kii bai.at nahii.n karte
Wafa Naqvi
Ghazal
hukkaam o saareqiin kii go rah-guzar hai ghar
phir bhii baraa.e-bait to dar hai chale--chalo
Waheed Akhtar
Ghazal
hukkaam kaa suluuk vahii hai avaam se
ibn-e-ziyaad kaa thaa jo ibn-e-alii ke saath