SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुस्न-ए-सरापा"
Ghazal MATCHES FOR "हुस्न-ए-सरापा"
Ghazal
ik husn-e-saraapaa hai mere yaar Gazal me.n
aashiq na kare kyo.n tiraa diidaar Gazal me.n
Khaliq Husain Pardesi
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
husn ko husn-e-saraapaa naaz honaa chaahiye
aam jalvo.n se bahut mumtaaz honaa chaahiye
Bismil Aghai
Ghazal
haruuf-e-shauq me.n laakh intishaar ho 'KHaalid'
KHayaal husn-e-saraapaa se mai.n sajil kar duu.n
Khalid Mubashshir
Ghazal
Faheem Jogapuri
Ghazal
vo husn-e-saraapaa abhii be-parda kahaa.n hai
kyuu.n uTThe mohabbat kii nazar vaqt se pahle
Turfa Qureshi
Ghazal
us kii jaaduu-bharii aa.nkhe.n hai.n ki do paimaane
haasil-e-ziist use husn-e-saraapaa kahiye
Ustad Vajahat Husain Khan
Ghazal
ham tum saa hasii.n kaise kahe.n shams-o-qamar ko
har husn ko to husn-e-saraapaa nahii.n kahte
Jigar Jalandhari
Ghazal
Khalid Iqbal Taib
Ghazal
Ujjawal Vashishtha
Ghazal
numaa.ish to bajaa hai jalva-e-husn-e-mujassam kii
ye laazim hai nazar shaa.ista-e-diidaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
M. A. Qadeer
Ghazal
dekhiye rang jamaatii hai bahaar ab kyo.n kar
luuT kar husn-e-gulistaa.n ko KHizaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
mai.n to har aag ko gulzaar banaa saktaa huu.n
kaun aisaa hai jo us husn-e-nazar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
be-KHabar hai apne andaaz-e-dil-aaraa.ii se husn
kyo.n na us ko ishq se bhii ba.Dh ke diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
sho.ala-e-husn-e-butaa.n phuu.nk na de aalam ko
surKH hai.n phuul se ruKHsaar ba.Dii mushkil hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
husn-e-ruKHsaar ba.Dhaa KHat kii numuudaarii se
ziinat-e-saf.ha hu.ii jadval-e-za.ngaarii se