SEARCH RESULTS
Showing search results for ".azo"
Ghazal MATCHES FOR ".azo"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaar-zaar-e-hastii me.n izz-o-jaah kii daulat
bhiik bhii nahii.n miltii aadmii kamaataa hai
Amir Usmani
Ghazal
izz-o-tauqiir kaa ye haal hasad me.n ham se
qad kisii kaa bhii ho uu.nchaa nahii.n dekhaa jaataa
Aadil Rahi
Ghazal
paasbaa.n karte rahe sargoshiyaa.n hii aur kuchh
un kii mahfil se ba-izz-o-ehtaraam aa hii gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
vahii hai shauq kaa jazba vahii hai izz-o-niyaaz
ki dekh lenaa bhii tum ko hai bandagii kii tarah
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
maGruur hojiyo na is auj-o-hasham pe tuu
yaa.n kii ye izz-o-shaan kabhii hai kabhii nahii.n
Meer Hasan
Ghazal
saahab-e-izz-o-sharaf ek nazar ham par bhii
terii duniyaa me.n bahut KHaar hu.e jaate hai.n
Ahmad Irfan
Ghazal
bahut na hausala-e-izz-o-jaah mujh se hu.aa
faqat faraaz-e-nagiin-o-nigaah mujh se hu.aa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
gadaa ne chho.D ke duniyaa ko naqd-e-dii.n paayaa
bhalaa ye lutf kahaa.n shah ke izz-o-jaah me.n hai
George Puech Shor
Ghazal
har ik faqiir ke lab par ye naara-e-mastaan
chale chalo adab-o-izz-o-imtiyaaz ke saath
Rais Amrohvi
Ghazal
jo inglistaan kii sii bartarii ai hind chaahe tuu
milaa kar apne firqo.n ko ye izz-o-shaan paidaa kar
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
ye bhii ik shaan-e-rahiimii hai tirii izz-o-jal
na to manzil kii KHabar hai na masaafat ma.aluum
Jafar Raza
Ghazal
tho.Dii sii vaz' o.Dh lii aur vaz'-daar ho ga.e
ashaab-e-izz-o-jaah me.n ham bhii shumaar ho ga.e